32
Nadeem Sarwar 2012 - 2013

Nadeem Sarwar 2012 - 2013

Embed Size (px)

DESCRIPTION

Nauhas Of Nadeem Sarwar 2012 - 2013

Citation preview

1

Nadeem Sarwar

2012 - 2013

2

Contents

1.Chale Aao Aye Zawar ............................................................... 3

2.Main Hussain (As) Hoon .......................................................... 6

3.Aey Madina Ghazab Ho Gaya .................................................. 8

4.Baraey E Dil E Dukhtar ........................................................... 12

5.Aahista Chacha ...................................................................... 14

6. Ana Ali Ibn - Ul - Hussain(As) ................................................ 16

7. Ay Alam Afrashtey ................................................................ 19

8.Darya Behta Raha .................................................................. 22

9.Mohammed (S.a.w.w.) Hamare ............................................. 24

10. Mohnjy Naukri .................................................................... 26

11. Ya Ali (As) ............................................................................ 28

12. Sham - E - Gharibaan Mein ................................................. 30

3

1.Chale Aao Aye Zawar

Hussain (A.s.) Hussain (A.s.) ..... Salam Ya Hussain(A.s.).....(2) Bas Ya Hussain(A.s.).....(2) Ya Ali (A.S.)Ya Hussain(A.s.).....(2) Jahan Hussain (A.s.)Wahan Laelha Illallah.....(2) Hamare Hai Ya Hussain (A.s.).....(2) Abad Wallah Ya Zehra Manind Sa Hussain(A.s.) .....(2) Labbaik Ya Hussain(A.s.).....(2) Maula (A.s.) Labbaik Labbaik Ya Abaabdillah(As) Aqa Labbaik Labbail Ya Abaabdillah (As). Aai Mere Maula Shahe Karbala (As) Bakshia Ka Shifa,Hai Aap Wasila, Rauze Pe Bulalo,Zawwar Bana Do, Qismat Ko Jaga Do ,Aai Shahe Shahida (A.S.), Aijaz Dikha Do, Maula (A.S.) Ab Hum Ko Sada Do.....(2) Ezuruni Ezuruni.......Ezuruni Aa Hitto... Taarefuni Shafie Kum. Chale Aao, Chale Aao, Chale Aao Aye Zawwar Chale Aao, Meri Aawaz Pe Labbaik Pukare Jaao. Labbaik Ya Hussain (As).....(3) Chale Aao Aye Zawwar Chale Aao, Meri Aawaz Pe Labbaik Pukare Jaao. Naam Tum Subke Mere Dil Pe Hai Likhe Aao, Apne Maa Baap Ko Is Paak Safar Me Laao, Apne Bacchon Ko Bhi Ehram E Aza Pahanao, Mere Zawwaro Meri Karbobala Aajaao, Ahad Karta Hun Azadaro Shifaat Ke Liye, Aao Zawwaro Chale Aao Ziyarat Ke Liye,

4

Chale Aao, Chale Aao,........ Khush Raho Aai Meri Rudaad Sunane Walo, Apni Khushion Me Mera Shog Manane Walo, Sare Aalam Me Mera Farsh Bichane Walo, Garmi Sardi Me Meri Kabr Pe Aane Walo,

Mujhko Malum Hai Tum Logon Ki Haajat Aao, Tumpe Ho Jaiengi Allah (S.w.t.) Ki Inayat Aao, Chale Aao, Chale Aao,........ Janibe Karbobala Jub Koi Badhta Hai Kadam, Har Kadam Per Mere Zawwar Pe Hota Hai Karam, Saya Karta Hua Abbas (As) Ka Chalta Hai Alam, Muntazir Rehti Hai Zehra (S.a.) Mere Baba Ki Kasam, Mere Zawaaron Mere Dard Ke Maaro Aao, Meri Maa Fatema Zehra (S.a.) Ke Dularo Aao, Chale Aao, Chale Aao,........ Tum Jo Kehte Ho Abad Wallah Manind Sa Hussain (A.s.), Amma Zehra (S.a.) Bhi Yahin Karti Hai Ro Ro Kar Bain, Mere Mazloomi Pe Rote Hai Shahe Badro Hunnain, Mere Baba Bhi Hai Abtak Hai Mere Gam Me Bechain, Tum Nahi Bhoole To Main Bhi Nahi Bhoola Tumko, Yaad Chalte Hue Khanjar Me Bhi Rakha Aao. Chale Aao, Chale Aao,........ Tum Jo Lehrate Ho Hatha O Me Uthaie Parcham, Tum Ko Maloom Hai Ho Jaata Hai Taaza Mera Gam, Yad Aata Hai Mujhe Khoon Me Dooba Woh Alam, Jis Ke Jhuk Jaane Se Toota Mere Bacchon Pe Sitam, Mere Abbas (As) Ki Jagir Sajane Aao, Hazri Rauze Abbas (As) Pe Kahne Aao. Chale Aao, Chale Aao,........

5

Mere Zawwaron Suno, Yeh Zameen Karbobala, Mujhse Pehle To Yahan Koi Bhi Bas Na Saka, Yeh Zameen Karbobala Karb Ka Majmua Hai, Hazrat E Adam (As) O Hawwa (As) Ka Yahani Girya Hai, Shere Ne Hazrat Esa E Ko Yahani Roka Hai,

Aur Phir Takhte Suleman Yahani Larza Hai, Is Zameen Per Ibrahim Ka Rahwar Thasa, Paie Moosa Me Lagi Chot Lahu Behne Laga, Zabi Allah (S.w.t.) Ke Haiwan Rahe Pyase Yahan, Kashti E Nooh Se Takraya Yahin Par Toofan, Is Zameen Par To Pareshan Hua Har Insan, Mere Baba (As) Bhi Yahan Karte Rahe Aa Ho Fuga, Meri Hijrat Thi Madine Ki Hidayat Ke Liye, Yeh Zameen Main Ne Kharidi Thi Shahadat Ke Liye, Chale Aao, Chale Aao,........ Do Moharram Ko Yahan, Mera Rahwar Ruka, Sath Kunba Tha Mera, Mai Akela Bhi Na Tha, Aao Zawwaro Mere Sath Chalo, Tham Kar Dil, Mera Makhtal Dekho Yeh Makame, Aliakbar (As) Hai Yahan, Mere Bacche Pe Jahan Roi Aza, Yeh Makame Aliasgar (As) Hai Jahan, Aaj Bhi Baithi Hui Roti Hai Maan, Yeh Jaga Woh Hai Mere Zawwaro, Lash E Qasim (As) Hui Paamal Jidhar, Woh Makamat Jo Aate Hai Nazar, Kate Abbas (As) Ke Bazu The Jidhar,

6

Hai Zara Door Jo Rauze Ke Zara, Hai Mere Aun (As) O Mohammed (As) Ke Mazar, Ashr E Ashoor Se Turbat Ke Kareeb, Mera Hur Aur Mera Lashkar Hai Yahain,

Aao Yeh Killae Zainabya Hai, Yahin Zainab (S.a.) Ne Yeh Manzar Dekha, Mujhpe Chalta Hua Khanjar Dekha, Mera Aashor Ya Chehlum Ho Mera, Karbala Aata Hai Kunba Mera, Phir Sakina (S.a.) Jo Yahan Aati Hai, Meri Turbat Se Lipat Jaati Hai.

7

2.Main Hussain (As) Hoon

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Kato Na Mera Khush Gala, …..(2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Sukhi Hui Hai Shimr (La) Mere Halq Ki Rage, …..(2) Aahista Tu Churi Ko Chala, …..(2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Amma (S.a.) Kisi Ne Pani Ek Boond Bhi Na Di,..... (2) Mai Bar Bar Kehta Raha,..... (2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Kata Hua Gala Mera Dekha Na Jaienga,..... (2) Nana (S.a.w.w.) Main Hun Nawasa Tera,..... (2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Be Bazuo Ki Laash Tadap Kar Ulat Gai,..... (2) Aaie Furat Par Jo Sada,..... (2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Zano Pe Rakh Ke Sarko Kaha Ek Zaeef Ne,….. (2) Akbar (As) Kahan Hai Jald Bata,….. (2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2)

8

Aai Shamio Kafan Na Dia Mujh Ko Gam Nahi,….. (2) Dedo Meri Bahan (S.a.) Ko Rida,….. (2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2)

Darbar Me Laieen Ke Kohram Mach Gaya…..(2) Mukhtar Se Jo Sar Ne Kaha…..(2) Mai Hussain (As) Hun Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Mehsoos Ab Bhi Hota Hai Yeh Zaaiereen Ko,….. (2) Rauze Se Aa Rahi Hai Sada,….. (2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2) Aaisa Laga Raza Ki Shanawar Se Fatema (S.a.), ….. (2) Kehti Hai Bar Bar Suna,….. (2) Mai Hussain (As) Hun. Goonji Bawakt Asr Sada, Main Hussain (As) ….. (2)

9

3.Aey Madina Ghazab Ho Gaya

Ya Hussain (As)..... (4),

Kafela Jub Watan Laut Aaya , Aake Babe Madina Pe Thaira, Gird Ujde Hue Kafle Ke , Pursa Daron Ne Halka Banaya.

Shore Matam Utha Shore Girya Utha …... (3)

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) (As) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Shahr Nana Ke Laa Tak Badi Na,

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) (As) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Shahr Nana Ke Hum Aaie Ujde Hue, Khair Makdam Ke Kabil Kahan Hum Rahe, Shahr Nana Ke Laa Tak Badi Na.

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) (As) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Hai Nana (S.a.w.w.) Bhara Ghar Ka Ghar Lut Gaya, Chadare Lut Gai Malo Zar Lut Gaya, Tha Moharam Ka Kaisa Mahina,

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) (As) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Choom The The Ijse Aap Nana Sada,

10

Tera Zarbon Se Kata Gaya Woh Gala, Shimr (La) Ke Dil Me Tha Kitna Ginah,

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Bhai Atthara The Koi Bhi Na Raha, Cheh Mahine Ka Asgar (As) Bhi Mara Gaya, Lut Gaya Sub Hamara Khazaina,

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) (As) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Asr Aashur Naizon Pe Sar Aagaie, Aaie Shame Gariba To Khaime Jale, Sar Pe Chadar Kisi Ke Bachi Na.

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Be Rida Hum Ko Dar Dar Phiraya Gaya, Zulm Hai Kuncha Kuncha Sajaya Gaya, Barish E Pattharon Ki Ruki Na.

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1), Hai Amma (As) Gale Se Laga Lo Humein, Apne Markad Me Lillah Chupa Lo Hame, Is Kadar Pehle Paidal Chali Na.

Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(2), Bibi Kulsoom (S.a.) Ka Tha Yeh Nauha....(1), Aai Madina Gazab Ho Gaya.....(1),

Ho Gya Hashra Rehan O Sarwar Bapa,

11

Roke Shehzadion (As) Ne Yeh Jis Dam Kaha, Sath Aaie Na Bali Sakina (As).

12

4.Baraey E Dil E Dukhtar

Haaye..... Haaye Hussaina (As) Haaye Hussaina (As), Aye Haaye Sakina (Sa) Aye Haaye Sakina (Sa)...

Yeh Ruksat-E-Aakhir Hai Pukaare Shahe Wa'aala, Aye Zainab (Sa) -O-Kulsum (Sa) Rabab (Sa) Aur Ruqayya (Sa), Tum Sab Pe Salaam Aakhri Allah (S.W.T.) Ko Sau'mpaa, Lipti Hui Kadmo Se Yeh Kehti Thi Sakina (Sa).

Aye Kul Ke Madadgaar Madad Karne Ko Aao, Yaa Fatema Zehra (S.a) Mere Baba Ko Bachaao …..2

Baba Na Kaho Baba, Tum Saath Raho Baba, Kuch Humse Suno Baba, Aage Na Badho Baba, Aaram Karo Baba, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar,

Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Khaime Mein Chalo Baba.

Aye Kul Ke Madadgaar .....

Main Jaan Gayi Baba, Pehchaan Gayi Baba, Kurbaan Gayi Baba, Talwaron Mein Jaaoge, Phir Tum Bhi Naa Aaoge, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Tum Humko Na Tadpaana.

Aye Kul Ke Madadgaar .....

Baba Aye Mere Baba, Laazim Hai Agar Jaana, Yeh Humse Karo Waada, Jab Shab Ka Ho Sannaata, Aur Meri Sada Sunna, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Tum Laut Ke Aa Jana.

Aye Kul Ke Madadgaar .....

Sheh Bole Sakina (S.A.) Jaan, Sau Jaan Se Main Kurbaan, Iss Tarah Na Ho Girya, Ek Waada Nibhaana Hai, Ek Qarz Puraana Hai, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar, Ba'raaye Yeh Dile Baba, Tum Aaj Dua Karna.

Aye Kul Ke Madadgaar .....

13

Pursa Hai Paey Maula (As), Rehan-O-Ali Jee Ka

Karte The Haram Nauha, Sarwar Ne Kaha Beti, Saa'at Hai Judaai Ki, Ba'raaye Yeh Dile Dukhtar

Ba'raaye Yeh Dile Baba, Maqtal Na Chali Aana

14

5.Aahista Chacha

Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) ….. (2) Jab Rehaa Hoke Sajjad (A.s.) Laute Watan Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Jab Rehaa Hoke Sajjad (A.s.) Laute Watan Ro Padhe Dekh Kar Haaye Apna Chaman Daudkh Te Rote Pahuche Hanafiya Chachaa Aur Gale Se Bhatije Ko Lipta Liyaa Chik Nikali Aur Aabid (A.s.) Ko Gash Aagaya Dono Haatho Ko Sine Pe Rakh Kar Kahan Aahista Chacha , Sajjad (A.s.) Haye Sajjad(A.s.) …..(2) Aahista Chacha, Hole Darn Al Naa- Wekh Meno Zaara Main Haa Zakhmi Badha Aahista Chacha….. Hole Darn Al Naa…..(2) Main Haa Zakhmi Badha….. Aahista Chacha….. Ay Wekho Haal Bhatije Da Sajjad (A.s.) Nahiyo Sajjad (A.s.) Rihaa …..(2) Main Ko Khaagaya Dard Ridwa Da …..(2) Khoon Akhiya Do Nahi Rukhda Chacha Aahista Chacha….. Hole Darn Al Naa…..(2) Main Haa Zakhmi Badha,,,,, Aahista Chacha….. Ashur De Deen Wich Karbal De Mede Qatal Bhida Ti Gaye Saare …..(2) Chache Te Baazu Kalam Huwe…..(2) Waabe Te Khanjar Chaliya Chacha Aahista Chacha….. Hole Darn Al Naa…..(2) Main Haa Zakhmi Badha….. Aahista Chacha….. Nayi Bhulne Safar Bazaran De Main Ko Khaagaye Dekh Darbaran De….. (2) Oh Majme Bad Kirdaara Ande…..(2)

15

Rahi Sain Luqa Di Cehra Chacha Aahista Chacha….. Hole Darn Al Naa…..(2) Main Haa Zakhmi Badha….. Aahista Chacha….. Har Maud Pe Patthar Was De Rai Kufi Te Shaamni Has De Rai…..(2)

Sanu Bagi Bagi Keh De Reh…..(2) Injee Sham De Paas Duriyaa Chacha Aahista Chacha….. Hole Darn Al Naa…..(2) Main Haa Zakhmi Badha….. Aahista Chacha….. Maino Sham Seher Ne Maar Detha Darbaar Ne Chode Maar Muka…..(2) Meko Khaagaya Dard Sakina (S.a.) Da …..(2) Meda Haal Yeh Sham Ne Kita Chacha Aahista Chacha….. Hole Darn Al Naa…..(2) Main Haa Zakhmi Padha….. Aahista Chacha….. Sarwar Jawaad Reh Ken Da Ratro Ke Baba Baqir Da…..(2) Main Naal Bhirawa Mar Jaanda …..(2) Kyun Junda Watan Te Warya Chacha Aahista Chacha….. Hole Darn Al Naa…..(2) Main Haa Zakhmi Badha….. Aahista Chacha…..

16

6. Ana Ali Ibn - Ul - Hussain(As)

Yaa Ali (A.s.) Ayse Aaye Ali Akbar (A.s.) Sare Maidane Viga Jaise Baadli Se Naya Chaand Namudaar Huwa Jaise Tasweere Mohammed (S.a.w.w.) Se Uthho Parda Jaise Haider (A.s.) Ki Jaawani Ka Chalan Jalwa Numa Yak Pa Yak Sale Aala Naaraye Akbar (A.s.) Gunjaa Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.) Yabna Ali (A.s.) Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.) Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Ana Ali (A.s.)Yabnul (A.s.)Hussain Yabna Ali (A.s.) Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.) Ama Tarau Laa Kayfi Aymiaan Abi Walaah Laayakum Fi Nabana Dagi Hazrabe Tum Fisseb Ahmed An Abi Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Nahno Wa Baytul La Aulbin Nabi (S.a.w.w.) Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi….. Naam Akbar Ali Akbar (A.s.) Hai Mera Main Hussain Ibne Ali (A.s.) Ka Beta Khaa Raha Hun Qasam E Baitullah…..(2) Hum Ko Haasil Sharafe Khoone Nabi (S.a.w.w.) Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.) Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi Bad Nasab Ham Pe Hukumart Karta Na Huwa Hai Na Kabhi Ho Sakta Wallah Wallah Aba Abdillah (A.s.)….. (2)

17

Main Fida Tum Pe Hussain Ibne Ali (A.s.) Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.) Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi Shaamiyo Ab Mera Hamla Dekho

Zarbate Sayyade Wala Dekho Meri Talwwar Ka Chalna Dekho….. (2) Zarbate Haashmi Zarbe Alavi Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Kahke Yeh Fauj Mein Duba Who Shujaye Azali Naar Zanja Ke Ana Ibne Hussain Ibne Ali (A.s.) Teer Chalne Lage Naize Chalne Talwar Chali Bad Ke Shamsheere Do Dum Se Safe Kuffar Jail Kis Tarah Ladhte Hai Hum Shakle Payambar (S.a.w.w.) Dekho Aaj Shamsheere Hussaini (A.s.) Ke Bhi Jauhar Dekho Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Palte Maidaan Se Vigaah Karte Huwe Aake Baba Se Yeh Akbar (A.s.) Bole Thoda Pani Mere Baba Jo Mile….. (2) Dekhe Na Phir Se Merei Teg Zani Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.) Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi Bole Sheh (A.s.) Sukhi Zabaan Dikhlakar Muuh Mein Rakho Yeh Anguthi Akbar (A.s.) Aaisa Sharbat Tumhe Denge Haidar (A.s.)….. (2) Jisko Pi Kar Tumhe Kehna Hai Yahi Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.) Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

18

Ran Mein Jaakar Who Bahut Der Lade Chaar Janib Se Udu Tut Padhe Naubate Bajen Lagi Jab Who Gire….. (2) Ek Sada Gunji Aba Adrikni Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi Sun Ke Aawaze Pisar Shaahe Duade Khai Thokar Kabhi Gir Kar Sambhle Guthniyo Chalet Huwe Jab Pahuche….. (2) Ali Akbar (A.s.) Ki Yeh Awaz Suni Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2 Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.) Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi Kya Kare Ab Tera Baba Jee Kar Khaak Duni Hai Tere Baad Akbar (A.s.) Nauha Jaari Tha Rehan O Sarwar….. (2) Ran Mein Roti Thi Sadaye Zakhmi Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

19

7. Ay Alam Afrashtey

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala

Quwate Bardaashte Bar Sare Karbobala

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala….. Kehte The Shaahe Umam Bar Sare Karbobala

Uth Zara Lehra Alam Bar Sare Karbobala

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

Khiz Ze Jaao Mazan…………..Alamdar

Shole Be Damaane Eshq…………..Alamdar

Miravi – O- Umishavad…………..Alamdar

Chaaq Gharibaane Eshq…………..Alamdar

Sowte Haram Gush Kun…………..Alamdar

Mashqamo Borde Ast…………..Alamdar

Khiz Bipa Ya Akhaa…………..Alamdar

Vaqte Alamdaari Asat…………..Alamdar

Kaare Yatimaane Man Va Atash O Zaari Ast….. (2)

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

Ay Mere Khasta Jigar…………..Alamdar

Kha Gai Um Ko Nazar…………..Alamdar

Kiska Shakista Hai Sar…………..Alamdar

Khoon Me Ho Tar Batar…………..Alamdar

Sote Ho Tum To Idhar…………..Alamdar

Rote Hai Bacche Udhav…………..Alamdar

Jin Ko Nahi Hai Khabav…………..Alamdar

Ammu Na Aaiyenge Ghar…………..Alamdar

Ghazi Alamdaare Man Koshta –E- Teghe Jaafa…..(2)

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

Khizze Kalbe Turab …………..Alamdar

20

Ay Pisare Buturab (A.s.)…………..Alamdar

Naalae Tiflanch Re…………..Alamdar

Zikre Amu Jiye Ye Aa…………..Alamdar

Khaaq Zi Chashme Haram…………..Alamdar

Shude Furaaket Tukwah…………..Alamdar

Khanda Ye Dushman Bibi…………..Alamdar

Barmane Khane Kharab…………..Alamdar

Dehre Kamunumdar Alam Zakhme Gum Makkariya …..(2)

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

Ay Mere Bhaiya Suno…………..Alamdar

Aaj To Bhai Kaho…………..Alamdar

Khaak Se Ab To Utho…………..Alamdar

Aao Chalo Ghar Chalo…………..Alamdar

Chal Ke Bahen Se Milo…………..Alamdar

Pyaar Sakina (S.a.) Ko Do…………..Alamdar

Gaud Me Aasghar (A.s.) Ko Lo…………..Alamdar

Apna Alam Le Chalo…………..Alamdar

Ghazi Alamdare Man Deti Hai Zainab (S.a.) Sada …..(2)

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

Name To Jaan Mibarad…………..Alamdar

Baazu Baraadar Begu…………..Alamdar

Montazarat Zainab (S.a.) Ast…………..Alamdar

Biya O Khahar Begu…………..Alamdar

Jaaneman Ay Khasta Dil…………..Alamdar

Javaabe Dokhtar Begu…………..Alamdar

Biya O Kissa E Aab…………..Alamdar

Baraaye Asghar (A.s.) Begu…………..Alamdar

Aah Panaaham Bebin Zamaane Biyaari Ast….. (2)

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

Nehr Pe Kabza Kiya …………..Alamdar

Pyaas Bhi Faaqa Bhi Tha…………..Alamdar

21

Phir Bhi Na Pani Piya…………..Alamdar

Dhyan Sakina (S.a.) Ka Tha…………..Alamdar

Kar Na Sake Tum Viga…………..Alamdar

Khub Nibhayi Wafa…………..Alamdar

Baazu Kalam Ho Gaya…………..Alamdar

Khaaq Pe Khun Behgaya…………..Alamdar

Gazi Alamdareman Shehre Wafaa Lutgaya….. (2)

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

Haaye Akhi Alwida…………..Alamdar

Shere Jari Alwida…………..Alamdar

Ibne Ali (A.s.) Alwida…………..Alamdar

Jaan Chali Alwida…………..Alamdar

Ay Sakhi Ibne Sakhi…………..Alamdar

Haaye Teri Bekasi…………..Alamdar

Karte Hai Sina Zani…………..Alamdar

Sarwar O Rehan Bhi…………..Alamdar

Ghazi Alamandaare Man Zinda Rahe Tu Sada…..(2)

Ay Alam Afrashtey Bar Sare Karbobala…..(2)

Ghaazi Alamdaare Man…..(4)

22

8.Darya Behta Raha

Haay..... Ay Waa -E- Nehre Alqama....(4) Darya Behta Raha.....(2) Darya Behta Raha.....(2) Darya Behta Raha Saamne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2) Bana Jinke Khaatir Paani, Unhi Ko Mila Na Unhi Se To Shikha Isne, Zameen Par Barsna Sitam Hai Dikha Kar Inko …..(2) Hai Pani Bahana Haay Darya Behta Raha.....(2) Saamne Ushi Darya Ke, Pyaaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2) Swaere Ishi Darya Pe, Alam Waala Aaya Kisi Tishnalab Bachi Ka, Woh Mashkiza Laaya Chidi Mashk Us Pyase Ki.....(2) Woh Wapas Gaya Na, Haay Darya Behta Raha.....(2) Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2) Woh Jiski Azaan Gunji Thi, Sawere Sawere, Chada Din To Baba Uska, Usi Ko Sambhaale Pukaara Hai Khaq Ab Dunia.....(2) Tere Baad Beta, Haay Darya Behta Raha.....(2) Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2) Udhar Bekafan Tha Bhai, Behan Beridaa Thi Jaalati Huwi Khaimo Ko, Ajab Shaam Aayi

23

Koi Maa Pukari Baba.....(2) Luta Mera Qunba, Haay Darya Behta Raha.....(2) Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2)

Amir E Arab Ka Beta, Libaas E Gharibi, Rehan Aur Sarwar Hum Na, Yeh Bhule Kabhi Bhi, Woh Darya Ka Behta Paani.....(2) Woh Pyaase Ka Sajdaah Haay Darya Behta Raha …..(2) Ay Waa -E- Nehere Alqama.....(4)

24

9.Mohammed (S.a.w.w.) Hamare

Salle Ala Nabi Ye Naam, Salle Ala Mohammadin -2 Sallalaho Alaihi Wassallam.....2 Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale..... (3) Woh Nabio Mein Rehmat Laqab Paane Waale..... Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale….. Khuda Jis Ke Sine Pe Quran Utare Mudassir Kahe Aur Muzammil Pukaare Woh Noor -E- Khuda Do Jahan Ke Ujaale Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale…..(2) Jab Aaie Zameen Par Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Falak Ne Zameen Par Bichaie Sitare Uthae Sar Zameen Ne Arab Se Yeh Naare Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale…..(2) Nawase Jo Roye To Roye Mohammad (S.a.w.w.) Woh Jab Taq Na Soye Na Soye Mohammad (S.a.w.w.) Do Aankhe Nabi Ki The Dono Nawase Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale…..(2) Nawasa Mazaare Mohammed (S.a.w.w.) Pe Aaya Kaha Pyaare Nana Yeh Waada Hai Mera Hai Islam Ab Karbala Ke Hawaale Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale…..(2) Sada Aaya Qabre Mohammed (S.a.w.w.) Se Beta Dua Go Hai Nana Ali (A.s.) Or Zehra (S.a.) Chale Gazi Abbas (A.s.) Parcham Sambhale Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale…..(2)

25

Woh Ashur Ka Din Mohammad (S.a.w.w.) Ka Qunba Jo Maqtal Mein Deen Ko Lahu De Raha Tha Yeh Keh Keh Ke Sino Pe Khaaye Hai Bhaale Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale…..(2)

Rehan - O- Ali Jee Azadare Sarwar Gulamane Haider Gulame Payambar Sada Is Sada Se Zamana Mila Le Mohammad (S.a.w.w.) Hamare Badi Shaan Waale…..(2) Sallalaho Alai Hi Wa Sallam.....

26

10. Mohnjy Naukri

Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) …..(2) Ya Hussain (A.s.) Ya Husssain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) Maula Haq Imam Ya Hussain (A.s.) Ya Hussain (A.s.) …..(2) Maa Matami Shahe Karbala Jo Maa Matami Qatil E Jafa Jo Hika Bekafan Hika Berida Jo Munjhe Dil Aa Farshe Aza Maa Naukar Hussain (A.s.) Jo….. Mohjy Naukri Sai Panjetan (A.s.) Di …..(2) Maa Naukar Hussain (A.s.) Jo …..(2) Monjhy Naukri Sai Panjetan (A.s.) Di…..(2) Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain (A.s.) Jo…..Maa Naukar Hussain Jo (A.s.) ….. Haa Mote Aada Sai Kibriya Di Mujhe Aa Dua Sai Mustafa (S.a.w.w.)Di Munjhe Dil Mein Aa Vila Murtuza (A.s.) Di Musa Raazi Aa Zehra (S.a.) Maa Naukar Hussain Jo….. Mohnjy Naukri Sai Pajetan(A.s.) Di…..(2) Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) …..Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) ….. Haa Jibrila Ji Aayi Sada Hi Kayi Naukri Dare Saiyaada (S.a.) Ji Hasnain (A.s.) Jo Khaiyaat Padh Di Munjo Haider (A.s.)Aa Maula Maa Naukar Hussain (A.s.) Jo…. Mohnjy Naukri Sai Pajetan(A.s.) Di…..(2) Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) …..Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) ….. Haa Tujhi Aakayi Waliyan Gulami

27

Shah Shams Hai Bari Shaabhitayi Tunji Naukri Kayi Shaan Raani Har Hekha Ji Aahein Sada Maa Naukar Hussain (A.s.) Jo….. Mohnjy Naukri Sai Pajetan(A.s.) Di…..(2) Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) …..Maa Naukar

Hussain Jo(A.s.) ….. Hulmi Chayo Shahe Shahidaa Labbaikeo Sohaadae Meida Chaliyo Har Zabaan Mil Jme Wari Ja Maula Taa Qaya Fidaa Maa Naukar Hussain Jo (A.s.)….. Mohnjy Naukri Sai Pajetan(A.s.) Di…..(2) Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) …..Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) ….. Ho Fauj Jo Salaare Gazi Labe Alqama Je Jithi Baazi Abbas (A.s.) Khaatheo Maula Raazi Rayo Chaovando Shahe Wafa Maa Naukar Hussain (A.s.) Jo….. Mohnjy Naukri Sai Pajetan(A.s.) Di…..(2) Maa Naukar Maa Naukar Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) …..Maa Naukar Hussain Jo(A.s.) …..

28

11. Ya Ali (As)

Shabe Zarbate Mahe Ramzan, Ali (As) Ka Yeh Kehna Hai, Ye Zindagi Baad -E- Zehra (S.a.) Ba Khuda Shakista Hai, Aah Tere Baad Ay Zehra (S.a.), Mai Dil Soz - O- Shakista Mai Dil Zaar -O- Girafta Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zinda Dar Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar Yaa Ali (A.s.) .....(14) Roz -O- Shab -E- Veerani Zindagi Ye Zindani Ya Ali (A.s.)…..(3) Roz -O- Shabe Veerani Zindagi Ye Zindani Zindagi Ye Baad -E- Zehra (S.a.) Ba Khuda Nahi Kat Ti, Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zinda Dar Khuda Nighe Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali (A.s.).....(4) Haaye Dard -E- Dil Mere Jo Ali (A..s) Na Keh Paaya Raaz Woh Liye Dil Mein Ja Raha Hai Ay Dunia Kal Na Salooni Sunuga Kal Na Salooni Kahunga Mein Chala Sue Kirdigar

29

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali (A.s.).....(4) Wo Ali (As) Hun Jungoo Mein Jisne Maut Ko Ghera Fatima (Sa) Ki Furkat Mein Zabt Khogaya Mera

Haaye Tere Baad Ay Zahra (S.a.) Haaye Veeran Hai Dunia Mai Chala Suwe Kirdigar Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali (A.s.).....(4) Haaye Fatima Zehra (S.a.), Sabr Kaisa Paaya Tha Raz Zakhmi Pehlu Ka, Mujhse Bhi Chupaya Tha, Mai Kabhi Bhool Na Paaye Woh Ter Pehlu Shakista Mai Chala Suwe Kirdigar Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4) Is Sitam Ne Ay Zahra (S.a.) Kitna Mujhko Rulwaya Mai Ali (A.s.) Tha Aur Tera Haq Na Mai Dila Paya Haaye Tu Dukhtar -E Aaqa Aur Darbar Mein Jaana Mai Chala Suwe Kirdigar Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4) Aa Raha Hoon Ay Zahra (Sa)

30

Mai Bhi Janib -E- Manzil Khuda Haafiz -O- Naasir Mai Chala Suwe Qatil Kal Mera Aakhri Kalma Fuz To Be Rabbil Kaba Mai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4) Mai Chala Suwe Qatil, Mai Chala Suwe Haasil, Mai Chala Suwe Manzil, --2 Mai Chala.

31

12. Sham - E - Gharibaan Mein

Haaye Alamdar..... (4) Haaye Hussain (As) Haye Hussain (As),.....(3) Sham -E- Gum Aagayi Bekasi Chaa Gai Sham Ki Fouj Khaimo Talak Aagaye Aatishe Zulmo Khaime Jalane Lagi Mere Khuda Labe Furat Sayebaan Jal Gaya Jale Khayam Saiyada (S.a.) Ka Phir Maqan Jal Gaya Sham -E- Gariba Main Haram Karte The Faryaad Shame -E- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad..... (2) Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ….. (2) Shame -E- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2) Chaadare Chin Gai Lut Gaya Malo Zar Khaima Dar Khaima Hai Bibiyo Ka Safar Betiya Fatema (Sa) Ki Huwi Nauhagar Tadap Tadap Ke Ya Ali (A.s.) Pukarti Thi Bibiya.................. Idhar Udhar Buss Apne Lal Dhundti Thi Bibiya Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar Jalne Laga Haaye Udhar Bistare Bimaar Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ….. (2) Shame -E- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2) Kya Kare Zainab (S.a.) Khasta Dil Kya Kare Na Rahe Waarisane Haram Na Rahe Raat Aayi Nahi Aur Sab Sogaye Dhuva Dhuva Fiza Lahu Lahu Hai Dashte Karbala..... Kisi Nasheb Se Hai Mushtaqeel Sadae Fatema (Sa) Naalae Ya Fatema (Sa) Ya Haidere Karrar (A.s.) Naala Ye Fatema (Sa), Ya Haidar E Karrar (A.s.)..... Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ….. (2) Shame -E- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2) Khaaq Par Aagayi Bibiya Nauhagar God Mein Pyaase Baccho Ke Rakhe Hai Sar

32

Kis Ko Aawaz De Haaye Jaaye Kidhar Na Koi Bhai Hai Na Bhai Ka Pisar Na Bhaanja Ali (A.s.) Ki Laadli Ne Bhai Ka Alam Utha Liya Mire Sadar Mire Haram Zainab (S.a.) E Laachar Mire Sadar Mire Haaram Zainabe Laachar..... Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ….. (2)

Shame -E- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2) Haaye Rehan -O- Sarwar Sare Karbala Hoke Bedasht Ek Lashaye Baawafa Dekhta Rehgaya Qafela Chaldiya Salam Bekafan Badan Woh Jinke Sar Hue Judaa Salam Dukhtarane Fatema (Sa) Aseero Berida Ek Rasan Baara Gale Kuhchao Baazar Ek Rasan Baara Gale Kuchaao Baazar ….. Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar ….. (2) Shame -E- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2) Haaye Alamdar ….. (6)