6
NAMAAZ KA TAREEQA FARZ NAMAAZEIN: 2 RAKAAT FARZ (FAJAR) 1 st RAKAAT Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)2 rakaat namaaz FARZ FAJAR ki ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay aur………) Phir SANA padhein (Subhaana kal’laa hum’ma………………………… jad’duka wa laa e laaha ghai-ruk) Uskay baad TA’AWUZ (A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem) aur TASMIYAH (Bismil’laah hir rahmaan nir raheem) padhein Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday hojaaye) 2 nd RAKAAT Pehlay TASMIYA padhay Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END) 4 RAKAAT FARZ (ZOHAR / ASAR / ISHAAN) 1 st RAKAAT Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)4 rakaat namaaz FARZ ZOHAR ki ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay aur………) Phir SANA padhein Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday hojaaye) 2 nd RAKAAT Pehlay TASMIYA padhay Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday hojaaye) 3 rd RAKAAT Uskay baad TASMIYAH padhein Phir sirf SURE FATIHA padhay Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi 4 th rakaat kay liye khaday hojaaye)

Namaz Ka Tareeqa Method of Salah

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Namaz Ka Tareeqa Method of Salah

NAMAAZ KA TAREEQA

FARZ NAMAAZEIN: • 2 RAKAAT FARZ (FAJAR)

1 st RAKAAT✔ Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)2 rakaat namaaz FARZ FAJAR ki

ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf ✔ Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay

aur………)✔ Phir SANA padhein (Subhaana kal’laa hum’ma………………………… jad’duka wa laa

e laaha ghai-ruk)✔ Uskay baad TA’AWUZ (A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem) aur

TASMIYAH (Bismil’laah hir rahmaan nir raheem) padhein ✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

2 nd RAKAAT✔ Pehlay TASMIYA padhay✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

• 4 RAKAAT FARZ (ZOHAR / ASAR / ISHAAN)1 st RAKAAT

✔ Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)4 rakaat namaaz FARZ ZOHAR ki ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

✔ Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay aur………)

✔ Phir SANA padhein ✔ Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein ✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

2 nd RAKAAT✔ Pehlay TASMIYA padhay✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

3 rd RAKAAT✔ Uskay baad TASMIYAH padhein ✔ Phir sirf SURE FATIHA padhay ✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi 4 th rakaat kay liye

khaday hojaaye)

Page 2: Namaz Ka Tareeqa Method of Salah

4 th RAKAAT✔ Pehlay TASMIYA padhay✔ Phir sirf SURE FATIHA padhay ✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

• 3 RAKAAT FARZ (MAGHRIB)1 ST RAKAAT

✔ Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu..)3 rakaat namaaz FARZ MAGHRIB ki ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

✔ Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay aur………)

✔ Phir SANA padhein ✔ Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein ✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

2 nd RAKAAT✔ Pehlay TASMIYA padhay✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

3 rd RAKAAT✔ Uskay baad TASMIYAH padhein ✔ Phir sirf SURE FATIHA padhay ✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

SUNNAT NAMAAZEIN • 4 RAKAAT SUNNAT (ZOHAR / ASAR / ISHAAN SAY PEHLAY KI)

1 st RAKAAT✔ Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu.) 4 rakaat namaaz SUNNAT ZOHAR ki

ada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf

✔ Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay aur………)

✔ Phir SANA padhein✔ Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein ✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

2 nd RAKAAT

Page 3: Namaz Ka Tareeqa Method of Salah

✔ Pehlay TASMIYA padhay✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

3 rd RAKAAT✔ Uskay baad TASMIYAH padhein ✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi rakaat kay liye khaday

hojaaye)

4 th RAKAAT✔ Pehlay TASMIYA padhay✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

• 2 RAKAAT SUNNAT AUR NAFIL (FAJAR SAY PEHLAY / ZOHAR ,MAGHRIB AUR ISHAAN KAY BAAD)(2 RAKAAT SUNNAT AUR NAFIL KA TAREEQA FAJAR KI FARZ NAMAAZ KI HI TARAH HAI SIRF NIYYAT MEIN SUNNAT YA NAFIL KA KEHNA CHAHIYE AUR USI TARAH NAMAAZ E TAHAJJUD , ISHRAAQ , TARAWEEH KA BHI YEHI TAREEQA HAI SIRF NIYYAT BADLAYGI)

VITAR KI NAMAAZ 3 RAKAAT (ISHAAN KAY FARZ AUR SUNNAT KAY BAAD)

1 st RAKAAT✔ Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)3 rakaat namaaz VITR ki ada

karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf ✔ Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlay

aur………)✔ Phir SANA padhein✔ Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein ✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

2 nd RAKAAT✔ Pehlay TASMIYA padhay✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khaday

hojaaye)

Page 4: Namaz Ka Tareeqa Method of Salah

3 rd RAKAAT✔ Uskay baad TASMIYAH padhein ✔ Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SURE

FEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah✔ Aur suray kay baad TAKBEER kehkar haath kaano tak uthakay phir baandh

lay aur DUA E QUNOOT padhay aur uskay baad✔ Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein✔ Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhir

mein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)

****NOTE:****MAZEED TAFSILAAT KAY LIYE ULEMA (AALIM) SAY POOCHAY

XEROX AND DISTRIBUTE FOR ENDLESS REWARD

AZKAAR E NAMAZNIYYAT: in’nee waj’jah tu wajhiya lil lazee fataras samaa waati wal arza haneefav wamaa a’na minal mushrikeen.

SANA : Subhaana kal’laa hum’ma wabi hamdika wa tabaara kasmuka wata aa’laa jad’duka wa laa e laaha ghai-ruk.

TA'AUWUZ: A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem

TASMIYA: Bismil’laah hir rahmaan nir raheem. TAKBEER: Allaah hu akbar

RUKOO KI TASBEEH: Subhana rab’bi yal azeem. SAJDE KI TASBEEH: Subhana rab’bi yal aa'laa.

TASMEE: Sami al’laahu liman hamidah. TAHMEED: Rab’banaa lakal hamd.

TASHAHUD: At tahi yaatu lil laahi was sala waatu wat taiyi baat. As salaamu alaika ay’yuhan nabiy’yu wa rahmatul lahi wa bara kaatuh. As salaamu alainaa wa a’laa ibaadil laahis saaliheen. Ashadu al laa e laaha il’lal laahu wa ash hadu an’na muham’madan abduhoo wa rasooluh.

DUROOD E IBRAHEEM (i): Allahum’ma sal’li a’laa muham’madiw wa a’laa aa'li muham’mad. Kama sal laita a’laa ibraaheema wa a’laa aa’li ibraaheema in’naka hameedum majeed.

DUROOD E IBRAHEEM (ii): Allahum’ma barik a’laa muham’madiw wa a’laa aa’li muham’mad. Kama barakta a’laa ibraaheema wa a’laa aa’li ibraaheema in’naka hameedum majeed.

DUA E MASOORA: Allahum’ma in’nee zalam tu nafsee zulman kaseerav walaa yagh firuzzunooba il’laa anta faghfirlee magh firatam min indika warhamnee in’naka antal ghafoorur raheem.

SALAAM: As-salaamu alaikum wa rahmatul’laah.

DUA E QUNOOT: Allahum’ma in’naa nasta ee'nuka wa nastagh firuka wa numinu bika wanata wak’kalu aliaka wa nusnee aliakal khair. Wa nash kuruka walaa nakfuruka wa nakh la'oo wanatruko mai yafjuruk. Allahum’ma ey’yaaka na'budu walaka nusal’lee wa nasjudu wa elaika nas'aawa nah fidu wa narjoo rahmataka wa nakhshaa azaabaka in’na azaabaka bil kuf’fari mul hiq.

RAKATS OF DAILY PRAYERS * = SUNNAT E MOAKEDA

Page 5: Namaz Ka Tareeqa Method of Salah

NAMAZ SUNNAT FARZ SUNNAT SUNNAT NAFIL VITR NAFIL TOTAL

FAJAR 2* 2 - - - - - 4

ZOHAR 4* 4 2* - 2 - - 12

ASAR 4 4 - - - - - 8

MAGHRIB - 3 2* - 2 - - 7

ISHA 4 4 2* - 2 3 2 17

JUMA 4* 2 4* 2* 2 - - 14

A’OOZU BIL LAHI MINASH SHAITAAN NIR RAJEEM - BISMILLA HIR RAHMAN NIR RAHEEM.

SURE FATIHA : Al hamdu lil laahi rab’bil aa’lameen. Ar-rahman nir raheem.Maaliki yaumid deen. Ey’yaaka na budu wa ey’yaaka nasta’een.ihdinas siraatal mustaqeem. Siraatal lazeena an amta alaihim.

Ghairil maghzoobi alaihim walaz zaal’leen. (Ameen)

SURE KAUSAR : in’naa a’tainaa kal kausar. Fasal’li lirab’bika wanhar. in’na shaani a’ka huwal abtar.

SURE IKHLAAS : Qul hu wal laahu ahad. Allah hus samad. Lam-yalid Walam youlad .Walam ya kul lahoo kufuwan ahad.

Page 6: Namaz Ka Tareeqa Method of Salah