Syed Usama.docx

Embed Size (px)

Citation preview

  • 8/18/2019 Syed Usama.docx

    1/3

  • 8/18/2019 Syed Usama.docx

    2/3

    Namazon ke auqat main, Jama'at shuru honey ke waqt se

    15 Minutes pehley Azan ki tarkeeb Farmana ho gi.

    Agar Ba-Wuzu tashreef la raehey hain, tu Jama'at shuruhoney se 15 Minutes pehley Faizan-E-Madinah ka drwaza

    khol diya jaey, aur agar Be-Wuzu aa rahey hain tu 30

    Minutes pehley Faizan-E-Madinah ka darwaza khul jaey,

    aur wuzu farma kar Jama'at ke waqt se 15 minutes pehley

    Azan ki tarkeeb ker li jaey.

    Madani Huliya, Sabz Sabz Imama shareef, White Madani

    chadar ki bhi tarkeeb farmana ho gi.

    Aap ka Ijara monthly $2200.00 Two Thousand two

    Hundred he.

    Aap ka Ijara 3 Mah (months) tak Asmaishi (temporary) he.

    3 Mah ke ba'ad Mustaqil ki tarkeeb ki jaey gi.Note: Apni Zimadarian pori na karney, late hazir honey, aur

    Absence ki surat main ijara main katooti ki tarkeeb ki ja

    sakti he.

    Iss ke sath sath aap se Madani Ilteja he. ke aap Faizan-E-

    Madinah ka khayal bhi rakhain. Agar khabi safai ki zuraat

    ho, ya kisi aur surat main Faizan-e-Madinah ki take carekarney ki zarurat ho, tu Sawab ki Niyat se Faizan-e-

    Madinah ki Take Care ker li jaey.

    Best Regards

    Mahmood Ahmad Attari

  • 8/18/2019 Syed Usama.docx

    3/3

     _____________________

    Syed Usama Hasan Attari