4

Ummat ka ittehad kaise

Embed Size (px)

DESCRIPTION

Ummat Ka Ittehaad Kaise? Allah Ta'aa'laa Irshaad Farmaataa Hai:- "Aur (ai Imaan Valo) Tum Sab Mil Kar Allah Ki Rassi Ko Mazbooti Se Pakdlo Aur Firqa Firqa Na Bano. (Aal Imraan:103). Ai Imaan Valo, Allah Ki Itaa'at Karo, Rasool (saw) Ki Itaa'at Karo Aur Apne A'maal Ko Zaa'a Na Karo (Surah Mohammed:33). Deen Ko Qaa'im (establish) Karo Aur Deen Mein Taf'riqe (split-up) Baazi Na Kiya Karo. (Al-Shura:13) Ikhtilaaf Na Kiya Karo Is Li'ey Ke Tum Se Pehley Qaumon Ne Ikhtilaaf Kiya Tha Lehaaza Voh Halaak Va Barbaad Ho Ga'ey. (Sahih Bukhari). Allah Ta'aa'laa Farmaataa Hai:- Firqabandi Shirk Hai (30:31-31), Firqabandi Kufr Hai (3:102 - 106), Firqabandi 'Azaab Hai (6:65), Firqon Se Nabi (saw) Ka Koi Ta'luq Nahi (6:159) Ai Imaan Valo ! Allah Ki Itaa'at Karo Rasool (saw) Ki Itaa'at Karo Aur Tum Mein Jo Umaraa Ho Un Ki Itaa'at Karo, Aur Jab Aapas Mein Kisi Muamle Mein Tanaa'zo'ah (dispute) Ho jaa'ey To Use Allah Aur Rasool (saw) Ki Taraf Lautaavo (4:59).

Citation preview

Page 1: Ummat ka ittehad kaise
Page 2: Ummat ka ittehad kaise
Page 3: Ummat ka ittehad kaise
Page 4: Ummat ka ittehad kaise