Upload
maahi-behl
View
146
Download
2
Embed Size (px)
Citation preview
SANTA BANTA HINDI JOKES
1Banta: Why has the Government fixed voting age 18 years and marriage age 21 years?
Santa: Yeh to bahut aasan sa sawal hai.
Banta [hairan hokar]: To batao jawab..
Santa: Government ko pata hai ki desh sambhalna aasan hai, lekin biwi ko nahi!
2Santa ka sawal:
Yeh duniya bhi badi ajeeb hai..
Jab mein chup rehta hoon to woh mujhe 'Bewaqoof' samajhti hai.
Aur Jab bolta hoon.....to unka shaq yakin mein badal jata hai..
3Santa Akshay Kumar ki 'Housefull' movie dekhane gaya. Magar dekh nahi saka.
Banta: Oye ! Tu to kitane bar theatre mein gaya tha. Magar movie kyon nahin dekhi ?
Santa: Arre, jab bhi main movie ka ticket nikal ne ja ta to mujhe har bar housefull ka board hi dikhata !
4Banta: Arre Santa, tu aaj doctor ke paas janewala tha na.. ?
Santa: Haan yaar, janewala to tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Aaj meri tabiyat thik nahin hai na..isiliye kal chala jaunga..
5Santa ne hair cutting ki dukan kholi. Yeh sunkar Banta shaving karane ke liye Santa ki dukan me gaya.
Santa: Muchh rakhani hai?
Banta: Jee Haan, rakhani hai.
Santa ne Banta ki puri muchh kaat di aur Banta ke hath me rakh di.
Santa: Yeh lo! Sambhal ke leke jao!! Jaha rakhani hai rakh lo!!!
https://www.facebook.com/gethappieapp
https://twitter.com/gethappieapp/
https://www.instagram.com/gethappieapp/
CLICK HERE FO HINDI JOKES :http://gethappie.in/