Upload
dr-shah-murad
View
453
Download
6
Embed Size (px)
DESCRIPTION
Citation preview
Muhabbet is kader bi aasan nahi hooti Ya aik jumlay main bayain nahi hooti
“Mujhey tum say muhabet hai” ya kh dayna Is k khnay main koi jaan nahi hooti
Muhabet ka din Mukarar kernay waloon Ya Aik din main jawan nahi hoti
Zamanay lagtay hain tu dikhti hai aik soorat Her soorat main ya aayan nahi hooti
Tum rooth jao mujhseaisa kabhi na kerna
main ik nazar ko tarsoonaisa kabhi na kerna
main pooch pooch haroonso so sawal kar k
tum kuch jawab na doaisa kabhi na kerna
mujhse hi mil k hansnamujhse hi mil k rona
mujhse bicher k jee loaisa kabhi na kerna
tum chand ban k rehnamain daikhta rahoon ga
kisi roz tum na niklo aisa kabhi na kerna
tum chalay jao jab bhi tu dekhoon tumhara rasta
tum loat k na aaoasia kabhi na karna....
Reply