2
kuch nahin mangta shahon se yeh sheda tera is ki dolat hain faqat naqsh e kaf e paa tera poray qad se jo khara hon tu ya tera ha karam mujh ko jhoknay nahin deta ha sahara tera dastgiri meri tanhi ki tu na hi tu ki mein tu mar jata agar saata na hota tera log kehte hain ke saya tere pekar ka na tha main tu kehta hon jahan bhar pe hai saya tera aik baar aur bhi teba se falasteen main aa rasta dekhti hai masjid aksa tera ab bhi zulmat faroshon ko gila hai tujh se rat baki bhi ke suraj nikal aya tera mashriq wa maghrb mein bikhray huwa gulzaroo ko nikhtain bant ta ha aaj bhi sahara tera ta ba ta tergiyain zahn pa jab lutti hain noor ho jata ha kacha aur hawada tera kuch nahi sujta jab piyas ki shidat se mujh chalak utta ha mera roh mein meena tera tu bashr bhi ha magar fakhir e bashr bhi tu ha mujh ko tu yaad ha bas itna sarapa tera mein tujh alam e asia mein bhi pa lata hu log kahtay hain k alam e baala tera meri aankhon se jo dhondain tujha har so dekhain sirf khalwat mein jo kartay hain nazara tera woh andharoon se bhi dar'ana guzar jatay hain jin ky mathay mein chamakta ha sitara tera

Kuch Nahin Mangta Shahon Se Yeh Sheda Tera

  • Upload
    haider

  • View
    6

  • Download
    3

Embed Size (px)

DESCRIPTION

kujh nhe mangra

Citation preview

Page 1: Kuch Nahin Mangta Shahon Se Yeh Sheda Tera

kuch nahin mangta shahon se yeh sheda tera

is ki dolat hain faqat naqsh e kaf e paa tera

poray qad se jo khara hon tu ya tera ha karam

mujh ko jhoknay nahin deta ha sahara tera

dastgiri meri tanhi ki tu na hi tu ki

mein tu mar jata agar saata na hota tera

log kehte hain ke saya tere pekar ka na tha

main tu kehta hon jahan bhar pe hai saya tera

aik baar aur bhi teba se falasteen main aa

rasta dekhti hai masjid aksa tera

ab bhi zulmat faroshon ko gila hai tujh se

rat baki bhi ke suraj nikal aya tera

mashriq wa maghrb mein bikhray huwa gulzaroo ko

nikhtain bant ta ha aaj bhi sahara tera

ta ba ta tergiyain zahn pa jab lutti hain

noor ho jata ha kacha aur hawada tera

kuch nahi sujta jab piyas ki shidat se mujh

chalak utta ha mera roh mein meena tera

tu bashr bhi ha magar fakhir e bashr bhi tu ha

mujh ko tu yaad ha bas itna sarapa tera

mein tujh alam e asia mein bhi pa lata hu

log kahtay hain k alam e baala tera

meri aankhon se jo dhondain tujha har so dekhain

sirf khalwat mein jo kartay hain nazara tera

woh andharoon se bhi dar'ana guzar jatay hain

jin ky mathay mein chamakta ha sitara tera

Page 2: Kuch Nahin Mangta Shahon Se Yeh Sheda Tera

nadyain ban ky pahroon mein tu sab ghoomtay hain

raag zaroon mein bhi bahta raha darya tera

sharq aur gharb mein nikhray hua gulzaroon ko

nikhtain bant ta ha aaj bhi sahara tera

tujh se pehlay ka jo mazi tha hazaroo ka sahi

ab jo ta hashr ka farda ha wo tanha tera