24
 RIZQ KI KUSHADGI KI DUA 1  BEHTAREEN RIZQ DEINE WALE SE RIZQ MAANGNA WARZUQNA WA ANTA KHAIRUR RAZIQEEN Allah humme rizq de aur tu sab rizq deine walon se behtar hai.

Rizq Ke Liye Duaein

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 1/24

Page 2: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 2/24

 RIZQ KI KUSHADGI KI DUA 2 

BEHTAREEN RIZQ DEINE WALE SE RIZQ MAANGNA

NABI (SAW) NE FARMAYA JAB TUM KAHOGE: 

ALLAHUMMAR ZUQNI 

(AYE ALLAH! MUJHE RIZQ DE)

To Allah ta’alah kaheinge:- Mene rizq deine ka faisala kar diya 

Page 3: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 3/24

RIZQ KI KUSHADGI KI DUA 3 BEHTAREEN RIZQ DEINE WALE SE RIZQ MAANGNA

SAYDANA ABU HURAIRA (RA)SE RIWAYAT HAI KI EK AADMI APNI BIW I KE PASS AYA,USNE USPAR FAAQE HALAT DEKHE TO WHO JUNGLE K I TARAF NIKAL GAYA. YEH DEKHKAR USKI BIWI CHAKKI KI TARAF BADI AUR USE LAKAR RAKHA AUR TANOOR KODEHKAYA AUR KEHNE LAGI: 

ALLAHUMMAR ZUQNA 

(AYE ALLAH! HUME RIZQ ATA FARMA)

USNE DEKHA TO ACHANAK PYALA BHARA HUA THA. WOH TANOOR KE PASS GAI TO WHO BHI BHARA

HUA THA. ITNE ME US KA SHOHAR WAPAS AAGAYA AUR KEHNE LAGA , KYA MERE BAAD TUMHE

KUCH HASIL HUA? USKI BIWI NE KAHA – HA HUMMARE RAB KI TARAF SE.  CHUNACHE WHO UODH

KAR CHAKKI KE PAAS GAYA – NABI (SAW) SE YEH WAQYA ZIKR KIYA GAYA TO AAP (SAW) NE

FARMAYA: AGAR WHO CHAKKI KA PART NA UTHATA TO WHO QAYAMAT TAK GHUMTI HI REHTI.I KA

PART NA UTHATA TO WHO QAYAMAT TAK GHUMTI HI REHTI. 

Page 4: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 4/24

RIZQ KE HASOOL KE LIYE ALLAH SE USKA FADAL MANGNA 

Saydana Abdullah kehte hai ki Nabi (saw) ke paas ek mehmaan aya, app (saw) ne

khana lane ke liye (ek aadmi) apni biwiyon ke paas bheja, lekin unme se kisi ek ke

paas bhi khana na mila- To aap(saw) ne yeh dua ki:

Allahummah Inni Asaluka min fadlika wa rehmatika fa innahu la yamlikuhaa illah

anta.

AYE ALLAH! BESHAK MEIN TUJHSE TERE FADAL AUR TERI REHMAT KA SAWAL KARTAHU, PAS BESHAK TERE SIWA IS KA KOI MALIK NAHI  

CHUNACHE AAP(SAW) KE PAAS BHUNI HUI BAKRI KA TOHFA LAYA GAYA TOH AAP(SAW) NE FARMAYA, YE

ALLAH KA FAZAL HAI AUR HUM REHMAT KA INTEZAAR KAR RAHE HAI.

Page 5: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 5/24

RIZQ KE HASOOL KE LIYE ISTAGHFAAR KARNA 1 

Faqultus taghfiru rabbakum innahu kana ghaffara. Yursilissma a’alaykum midrara.

Wa yum rid kum biamwaliyu wa banina wa yaja’l lakum jannaatiyu wa yaja’l lakum

anhaara.

[Nooh (AS) kehte hai] to meine kaha apne rab se bakhshish maango, bila shuba

who bohut maaf karne wala hai- woh tum par asmaan se khoob barishein

barsaega aur tumhari maal aur baiton se madad karega aur tumhare liye baghaatpaida karega aur nehrein jaari karega.

Page 6: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 6/24

RIZQ KE HASOOL KE LIYE ISTAGHFAAR KARNA 2 

Ek shakhs Aap (saw) ke paas aya, is ne kaha: Aye Allah ke Rasool (saw)! Jab main

apne Rab se dua karoon toh kaya kaha karoon?

Allahum-maghfirli warhamni wa aafini warzuqni.

Aye Allah! Mujhe ma’af farma, mujh par reham farma, mujhe aafiyat de, aur mujhe

rizq ata farma.

Iske baad Aap (saw) ne angoothe ko nikal karbaaki chaar ungliyon ko band karke

farmaya: Yeh cheezein tumhari duniya aur aakhirat ko jama karne wali hain.

Page 7: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 7/24

 

RIZQ KE HASOOL KE LIYE TASBEEH KARNA

Aap (saw) ne farmaya: Allah ke nabi Nuh (AS) ki wafat ka waqt jab kareeb aaya,

toh unhone apne bete se farmaya:

Subhaanallahi wa bihamdihi.

Paak hai Allah, apni tareef ke saath.

Is ka wird karte rehna, ki ye har cheez ki namaz hai aur is ke zariye makhlook ko

rizq milta hai.

Page 8: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 8/24

 

HALAL AUR TAYYIB RIZQ KI DUA MANGNA 1 

Allahumma inni asaluka ilman na’fiyao wa rizqan taiyibao wa

amalan mutqabbla.

Aye Allah! Beshak main tujhse nafaa baksh ilm, tayyib rizq aur

qubooliyat wale aamal ka sawal karta huin.

Page 9: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 9/24

 

HALAL AUR TAYYIB RIZQ KI DUA MANGNA 2 

Allahummakfini bihalalika a’n haraamika wa aghnini

bifadhlika a’mman siwak. 

Aye Allah! Apne halal ke zariye haram se meri kifayat farma

aur apni meharbani se mujhe apne alawah hare k se beniyaz

farma de. 

Page 10: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 10/24

 

ZARURAT KE MUTABIK RIZQ MANGNA

Allahummaja’l rizqa aali baiti qoota 

Aye Allah! Mere ghar walon ko itni rozi de ke who zinda rehsakein.

Page 11: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 11/24

 

BUDAPE MAIN WASEE RIZQ KI DUA

Allahummaja’l ausaa’a rizqika a’laiya inda kabari sinni

wanqit’aai umuri. 

Aye Allah! Jab mein boodha ho jaun aur meri umar khatam

hone lage toh tu apna rizq mujhpar wasee kar de. 

Page 12: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 12/24

 

FADAL, RIZQ AUR

BARKAT KI DUA 

Allahumma lakal hamdu kullahu

Allahumma la qabida lima basat’ta wala

la muqarriba lima baa’dta wala

mubaeda lima qurrabta wala mua’tiya

lima mana’ta wala maania’a lima

aa’taita Allahummabsit’ a’laina min

barakatika wa rahmatika wa fad’lika wa

rizqika Allahumma inni as

alukannaeemal muqiimallazi la yahulu

wala yazulu Allahumma inni as

alukannaee’ma yao maleelati walamna

yaomal har bi Allahumma aezan bika

min suee ma aa’taitana wa sharri ma

manaa’ta minna.

Aye Allah! Tere hi liye har qism ki tareef hai. Aye Allah!Jo tu phela de use koi sametne wala nahi,

jo tu dur karde toh koi use nazdek karne walanahi, jise tu nazdek karde toh use dur karne wala

nahi, jise tu roke use koi dene wala nahi aur jise tu de use koi rokne wala nahi. Aye Allah! Hum

par apni bakat, apni rahmat, apne fadal aur apne rizq ko phela de. Aye Allah! Beshak mai tujhse

aisi naimatein mangta hu jo hamesha qayam rahein na (teri ata a’t mei) hayal ho aur na zayal

ho. Aye Allah! Beshak tujhse tangi ke din ki naimat aur jang ke din kea man ka sawal kart ahu.

Aye Allah! Teri panah mei aata hu use cheez ki burai se jo tune hume a’ta ki aur us cheez ke shar

se jo tune humse rokli. 

Page 13: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 13/24

 RIZQ ME BARKAT KI DUA

Allahummaghfirli zanbi, wa wassia’ dari, barikli fi rizqi

Aye Allah! Mere liye mere gunah muaaf karde, mere liye mere

ghar me wisaat paida karde aur mere liye rizq me barkat de.

Page 14: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 14/24

 

SAA’ AUR MAD ME BARKAT KI DUA

Allahumma barik lana fi saaina wa muddina waja’l ma’lbara

kati bara kataini.

Aye Allah! Hamare liye hamare saa’ me aur hamare mad me

barkat ata farma aur ek barkat ke saath do barkatein kar de.

Page 15: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 15/24

  PHALOIN ME BARKAT KI DUA

Syedna Abu Hurairah (RA) se riwayat hai ke jab log pehla phal dekhte

to woh use Nabi (SAW) ki taraf le aate jab Rasool Allah (SAW) ise

pakadte to dua farmate:

Allahumma barik lana fi samari na wa barik lana fi, madinatina wa

barik lana fi, saeena wa barif lana fi muddina.

Aye Allah! Humare liye phaloin me barkat ata farma aur hamare liye

hamare madine me barkat ata farma aur hamare liye sah me barkat

ata farma aur hamare liye hamare ma’d me barkat ata farma.  

Page 16: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 16/24

 

ZAMEEN KE PHAL PAANE KI DUA

Allahummar zuqna min samaratil ardi wa barik lana fi muddina wasaaeena.

Aye Allah! Hamein zameen ke phalloin ka rizq de aur hamare liye

hamare saa’ me barkat ata farma.

Page 17: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 17/24

 KHANE-PEENE KE BAAD RIZQ ME BARKAT KI DUA

Syedna Ibn – Abbas (RA) farmate hai ke Rasool Allah (SAW) ne farmaya

jise Allah ta’alah koi khana khane ko de toh use chahiye ki who yu kahe:

Allahumma barik lana fihi warzuqna khairan minhu.

Aye Allah! Hamein isme barkat de aur is se behtar rizq ata farma.

Page 18: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 18/24

 DOODH-PEENE KE BAAD RIZQ ME BARKAT KI DUA

Syedna Ibn – Abbas (RA) farmate hai ke Rasool Allah (SAW) ne farmaya

jise Allah ta’alah doodh peene ko de toh use chahiye ki who yu kahe:

Allahumma barik lana fihi wazidna minhu.

Aye Allah! Hamein isme barkat de aur hamein is se zayada de.

Page 19: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 19/24

 AULAD KE LIYE RIZQ KI DUA

Rabbana inni asakantu min zurriyatina biwadin ghairi zii zar in inda

baitikal muharrami rabbana liyuqiimussalaata faja’l idatan minnaasi

tahwii ilaihim warzuqhum minassmarati la'llahum yashkuroon.

Aye hamare Rab! Beshak mene apni aulad k eek hisse ko tere qabil

ahteram ghar ke paas aisi wadi me la basaya hai jahan koi kheti nahi, Aye

humare Rab! Taki who namaz kayam kare. So kuch logon ke dil aisi kar de

ke in ki taraf maa’il rahein aur inhi phalon se rizq ata karta ki who shukr

karein. 

Page 20: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 20/24

 AULAD KE RIZQ ME BARKAT KI DUA

Allahummarzuqhu malao waladau wa barik lahu

Aye Allah! Ise maal aur aulad ata farma aur ise barkat ata farma. 

Page 21: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 21/24

 DOOSRON KE RIZQ ME BARKAT KI DUA

Allahumma barik lahum feema razaqtahum fagh firli lahum farham

hum.

Aye Allah! Jo rizq tune inko diya is me inko barkat ata farma, inki

maghfirat farma aur in par reham farma. 

Page 22: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 22/24

 DOOSRON KE RIZQ ME BARKAT KI DUA 2 

Allahummaghfir lahum warham hum wa barik alaihim wa wassia’ 

alaihim fi arzaqihim.

Aye Allah! Inki bakhshish farma aur inpar reham farma aur inhein barkat

ata farma aur inke rizq ko in par kushadah farma. 

Page 23: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 23/24

 DOOSRON KE RIZQ ME BARKAT KI DUA 3 

Barakallahu laka fi ahlika wa malika.

Allah ta’alah aap ke liye aap ke ahel aur aap ke maal me barkat ata

farmayein. 

Page 24: Rizq Ke Liye Duaein

7/25/2019 Rizq Ke Liye Duaein

http://slidepdf.com/reader/full/rizq-ke-liye-duaein 24/24

  KAMANE WALE KE HAATH MEIN BARKAT KI DUA DEINA 

Syedna Arwah Barki (RA) se riwayat hai ke Rasool’Allah (SAW) ne mujhe ek deenar

diya , taki me unke liye ek bakri khareed laoon! Men eek deenar me do bakriya

khareedi aur in me se ek bakri ek deenar me farokht kar ke dusri bakri aur ek

deenar lekar Nabi (SAW) ki khidmat me hazir hua, phir Aap (SAW) ne inse farmaya:

Barakallahu laka fi safqati yameenika.

Allah tumhare daeinn haath ke muamlaat me barkat de. Iske baad rawi kehte hai

wo (Arwah) kofa me kanasa ke makaam par tijarat kiya karte aur bohut zayada

nafa kamaya karte-pas who (Arwah) kofa me sab se zayada maldaar the.