40 HADEES HADEES ﺮ ﻤ ﻋ ﺺ ﻔ ﺣ ﻲﺑ ﺃ ﻦ ﻴﻨ ﻣ ﺆ ﻤ ﻟ ﺍﺮ ﻴﻣ ﺃ ﻦ...

Preview:

Citation preview

IMAM NABAWI

40 HADEES

رمعصفحيبأنينمؤملاريمأنع:لاقهنعهللايضرباطخلانبهيلعهللاىلصهللالوسرتعمس،تاينلابلامعألاامنإ":لوقيملسوتناكنمف،ىونامئرمالكلامنإوىلإهترجهفهلوسروهللاىلإهترجهايندلهترجهتناكنمو،هلوسروهللاىلإهترجهفاهحكنيةأرماوأاهبيصي

."هيلإرجاهامهللادبعوبأنيثدحملاامامإهاورنبميهاربإنبليعامسإنبدمحميفعجلايراخبلاهبزدربنبةريغملانبملسمنيسحلاوبأو،]1:مقر[يروباسينلايريشقلاملسمنبجاجحلا"يفامهنعهللايضر]1907:مقر[

بتكلاحصأامهنيذللا"امهيحيحص.ةفنصملا

1. -Hazrat Ameerul Momeen Umar Bin

Khattab Rdh riwayat karte hai ki maineAllah ke Rasool ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм ko farmate huwe suna kiamal ka daromadaar niyat per hai aurhar shaks ki liye wahi kuch hai jiski usne

niyat ki chunanche jis shaks ki hizrat baaittabaar niyat Allah aur uske Rasoolѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαмke taraf hai to uski hizrat ba aittabaa ranzaam bhi Allah aur uske Rasool ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм kitaraf hai aur jiski hizrat ba aittabaarniyat duniya hasil karne ke liye hai yakisi aurat se nikah karne ke liye hai tohuske hizrat ba aittabaar anzaam ussi

chiz ke taraf hai jis ki taraf usne hizrat

ki hai...

Ref:- {Sahih Bukhari, Sahih Muslim}

:لاقاضيأهنعهللايضررمعنعهللالوسردنعسولجنحنامنيب"ذإ،مويتاذملسوهيلعهللاىلص،بايثلاضايبديدشلجرانيلععلطرثأهيلعىريال،رعشلاداوسديدشىتح.دحأانمهفرعيالو،رفسلاوهيلعهللاىلصيبنلاىلإسلج،هيتبكرىلإهيتبكردنسأف.ملس

،هيذخفىلعهيفكعضوونعينربخأدمحماي:لاقو

.مالسإلا

وهيلعهللاىلصهللالوسرلاقفالإهلإالنأدهشتنأمالسإلاملسميقتو،هللالوسرادمحمنأوهللا،ناضمرموصتو،ةاكزلايتؤتو،ةالصلا.اليبسهيلإتعطتسانإتيبلاجحتوهلأسيهلانبجعف.تقدص:لاق

!هقدصيو.ناميإلانعينربخأف:لاق

هبتكوهتكئالموهللابنمؤتنأ:لاقردقلابنمؤتو،رخآلامويلاوهلسرو

.هرشوهريخنعينربخأف:لاق.تقدص:لاق

.ناسحإلانإف،هارتكنأكهللادبعتنأ:لاق

.كاريهنإفهارتنكتمل

ام:لاق.ةعاسلانعينربخأف:لاق.لئاسلانمملعأباهنعلوئسملانأ:لاق؟اهتارامأنعينربخأف:لاقةافحلاىرتنأو،اهتبرةمألادلتنولواطتيءاشلاءاعرةلاعلاةارعلا،ايلمتثبلف،قلطنامث.ناينبلايف.؟لئاسلانميردتأرمعاي:لاقمث

.ملعأهلوسروهللا:تلقمكملعيمكاتأليربجهنإف:لاق

]ملسمهاور[."مكنيد

2. -Hazrat Umar Bin Khattab Rdh seriwayat hai ki ek roz hum logRasoolAllah. ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ke pass baithe huwethe ki achanak ek shaks khub safed

libaas aur kale balo me hajir hua isper

safar ka koi nisan na tha aur hum mese

koi use pehchanta bhi na tha. Wo Nabiѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαмke qareeb akar baithgaya aur apneguthne Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ke guthnoh se tek diya

aur apni hateliyo ko apni dono raanope rakha aur sawaal kiya: AyeMuhammad ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм aap mujhe islam ke bareme batlaiye? Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya: Islam yehai ki tum iss baat ki sahadat do kiAllah taala ke siwa koi mabood ebarhaq nahi aur Muhammad ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαm Allah taalake Rasool hain, Namaz kayam karo,Zakaat aada karo, Ramzan ke rozerakho aur baitullah ka hajj karo agarwaha tak puhachne ki tumme istedaatho. Usne kaha aap sach farmate hai

mujhe usper tajjub hua ki khud sawaal

karta hai aur khud jawaab ki taadeekkarta hai. Usne phir kaha: mujhe imaanke bare me batlaye? Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya:Imaan ye hai ki tum Allah taala per,

uske farishto(malayeka) per, uskekitabo per, uske Raasoolo per, Akhiratke din per imaan lao aur accahi buritakdeer per imaan lao. Usne kaha aapsach farmate hain. Phir kaha: mujhe

ehsaan ke bare me batlaye? Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм nefarmaya ehsaan ye hai ki tum Allahtaala ki ibadat iss tarha karo goya usedekh rahe ho aur agar tum use dekh

nahi rahe ho to yakeen karo ki wotumhe dekh raha hai. Usne kaha:Mujhe qayamat ke bare me khabardijiye? Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya : Jis qayamat ke

bare me pucha gaya hai woh puchene

wala se jada nahi janta. Usne kaha: tohuske alamat ke bare me batlaiye? Aapѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм nefarmaya chand alamat ye hai ki laundiapne aaqa(malkin) ko janogi aur nange

pair, nange badan fakir aur bakrio kocharane wale ochi ochi imarat(building)banakar ek dusre per fakr karenge. Phirwo chala gaya. main ek muddat semuntazir raha phir ek din Nabi ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya:Aye Umar kya tumhe maloom hai kipuchne wala kon tha. Maine kahaAllah taala aur uske Rasool jyadabehtar jante hai. Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya wohjibraeel tha tumko tumhare deen kitaleem dene aaya tha...

Ref:{Sahih muslim}

. نبهللادبعنمحرلادبعيبأنعامهنعهللايضرباطخلانبرمعهللاىلصهللالوسرتعمس:لاقمالسإلاينب":لوقيملسوهيلعهللاالإهلإالنأةداهش:سمخىلع،ةالصلاماقإو،هللالوسرادمحمنأوموصو،تيبلاجحو،ةاكزلاءاتيإو

."ناضمر]يراخبلاهاور[

.]ملسمو[،3. -Hazrat Abdullah Ibn Umar Rdh.riwayat karte hain ki Rasoolullah ѕαℓℓα

ℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne

farmaya islam ki buniyad phach chizoper hai (1) Iss baat ki gawahi dena kinahi koi saccha maboot siwaye Allahtaala ke aur Muhammad ѕαℓℓαℓℓαн нυαℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм uske bande aur

Rasool hai (2) Namaz kayam karna (3)Zakaat aada karna (4)Hajj karna (5)Ramzan ke roze rakna...

Ref:{Sahih Bukhari,Sahih Muslim}

. نبهللادبعنمحرلادبعيبأنعانثدح:لاقهنعهللايضردوعسم-ملسوهيلعهللاىلصهللالوسرمكدحأنإ":-قودصملاقداصلاوهو

نيعبرأهمأنطبيفهقلخعمجي،كلذلثمةقلعنوكيمث،ةفطنامويمث،كلذلثمةغضمنوكيمث،حورلاهيفخفنيفكلملاهيلإلسري،هقزربتكب:تاملكعبرأبرمؤيوهللاوف؛ديعسمأيقشو،هلمعو،هلجأولمعيلمكدحأنإهريغهلإاليذلاهنيبنوكيامىتحةنجلالهألمعبباتكلاهيلعقبسيفعارذالإاهنيبونإو.اهلخديفرانلالهألمعبلمعيفامىتحرانلالهألمعبلمعيلمكدحأقبسيفعارذالإاهنيبوهنيبنوكيةنجلالهألمعبلمعيفباتكلاهيلع

."اهلخديف]يراخبلاهاور[

]ملسمو[،

4. Hazrat Abu Abdur Rehman

Abdullah Ibn e Masood Rdh. seriwayat hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne humse ekhadees bayaan farmayi aap sacche bhihai aur aapki sacchai tasleem bhi ki gai

hai. Aapne faramaya tum mese harek ki taqhleeq ko iss k maa k peet me40din tak nutfe ki sakal me jamaarakha jaata hai fir itne hi din (40 din)jamaa hota hai khoon k sakal me phir

itne hi din goosht k lothde k sakal merehta hai phir iske taraf farishte kobheja jaata hai jo isme rooh fookta haiuse chaar baate likhne ka hukm diyajaata hai : Rizq , Muddat e Umar , Aur

nek Zeenat ya buri Zeenat , uss jaat kikasam jiske siwa koi maabod e barhaqnahi tum mese koyi Ahle jannat saamal karta rehta hai yaha tak jannataur uske beech sirf ek haath ka faasla

reh jaata hai to uski kitaab (takdeer)

aage badhayi jaati hai aur jahannamiyosa amal karne lag jaata hai phirjahannam me chalajaata hai aur tummese koyi jahannamiyo ka amal karnelagta hai yaha tak ki iske aur jahannam

k darmiyan sirf ek haath ka faasla baakirehta hai fir iski kitaab (taqdeer) aagebadhayi jaati hai aur wo Ahle jannat saamal karke jannat me dakhil hojaatehai...

Ref:-{Sahih Bukhari , Sahih Muslim}

. ةشئاعهللادبعمأنينمؤملامأنعلوسر:لاق:تلاق،اهنعهللايضرنم"ملسوهيلعهللاىلصهللا

هنمسيلاماذهانرمأيفثدحأدروهف

]يراخبلاهاور[]ملسمو[،ةياوريفو

ملسملانرمأهيلعسيلالمعلمعنم:

."دروهف5. -Ummul Momineen Hazrat Ayesha

Rdh se riwayat hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм nefarmaya jis ne hmare iss deen me koyiaisi cheez ijaad ki jo isme nahi hai womardood(na qabile qabool) hai .{ IseBukhari aur Muslim ne riwayat kiya hai}aur muslim me ek riwayat k alfaazistarah hai ki jisne koyi aisa amal kiya johmare taeeqe k mutaabik nahi hai to

wo amal mardood hai...

Ref:-{Sahih Bukhari , Sahih Muslim}

. ريشبنبنامعنلاهللادبعيبأنعلوسرتعمس:لاق،امهنعهللايضرنإ":لوقيملسوهيلعهللاىلصهللا،نيبمارحلانإو،نيبلالحلانهملعيالتاهبتشمرومأامهنيبوتاهبشلاىقتانمف،سانلانمريثكعقونمو،هضرعوهنيدلأربتسادقف،مارحلايفعقوتاهبشلايفنأكشويىمحلالوحىعرييعارلاكالأ،ىمحكلملكلنإوالأ،هيفعتري

يفنإوالأ،همراحمهللاىمحنإوحلصتحلصاذإةغضمدسجلادسجلادسفتدسفاذإو،هلكدسجلا

."بلقلايهوالأ،هلك]يراخبلاهاور[

]ملسمو[،

6. -Hazrat Noman Bin Bashir Rdh semarwi hai ki unhone RasolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм kofarmaate huwe suna yakeenan halaal

wajeh hai aur beshaq haraam wajehhai aur un dono k darmiyaan kuchsubhaa (Doubt) ki cheezo me jinkoaksar log nahi jaante chunaanche josakhs subhaa ki cheezo se bachgaya

usne apne deen aur apne aakhirat kobacha liye aur jo subhaa waali cheezome padjayega wo haraam me

padjayega ek charwaha jo kisi mehfooz

charagaah ( Grassland ) ke irdgirdchara raha ho bohot mumkin hai kichara gaah ke andar uska rewar chalajaye khabardaar har badshah ki ekmehfooz charagaah hoti hai jiske andar

dusro ko dakhila mumkin hota haikhabardaar Allah ki mehfoozcharagaah uski haraam karda cheze haisunlo beshaq jism ke andar gost ka ektukra hai agar wo durust hojaye toh

sara jism durust hojayega aur agar wobigarr jaye toh pura jism begarr jayega ,Jaan lo ki wo dil hai...

Ref:-{Sahih Bukhari, Sahih Muslim

. يرادلاسوأنبميمتةيقريبأنعهللاىلصيبنلانأهنعهللايضر".ةحيصنلانيدلا":لاقملسوهيلع،هباتكلو،هلل":لاق؟نمل:انلق".مهتماعونيملسملاةمئألو،هلوسرلو

]ملسمهاور[7. -Hazrat Tameem Ibn Aus Ad - Daree

Rdh bayan karte hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм nefarmaya deen khair khwahi ka naamhai hamne pucha kiski khair khwahi kato Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya Allah ki, uski kitaab ki ,uske Rasool ki aur musalmaano kahkaamo aur aawam ki...

Ref:-(Sahih Muslim)

نأ،امهنعهللايضررمعنبانعملسوهيلعهللاىلصهللالوسرىتحسانلالتاقأنأترمأ":لاقنأوهللاالإهلإالنأاودهشي،ةالصلااوميقيو،هللالوسرادمحماومصعكلذاولعفاذإف؛ةاكزلااوتؤيوقحبالإمهلاومأومهءامدينم."ىلاعتهللاىلعمهباسحو،مالسإلا

]يراخبلاهاور[]ملسمو[،

8. -Hazrat Ibn e Umar Rdh se marwi hai

ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм ne irshad farmaya mujhelogo se uss waqt tak jang (struggle)

karne ka hukm diya gaya hai jab tak ki

wo uss baat ki gawahi na dede ki Allahke siwa koi mabood e barhaq nahi aurMuhammad ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм uske bande aur uske Rasoolhai aur Namaz kayam kare aur Zakat

ada kare jab wo ise karne lagenge tomujhse apne jaan wa maal ko mehfoozkarlenge siwaye islam k haq k inkahisaab Allah ta'la par hai...

Ref:-{Sahih Bukhari , Sahih Muslim}

نبنمحرلادبعةريرهيبأنعتعمس:لاقهنعهللايضررخصملسوهيلعهللاىلصهللالوسر

امو،هوبنتجافهنعمكتيهنام":لوقي،متعطتساامهنماوتأفهبمكترمأةرثكمكلبقنمنيذلاكلهأامنإف."مهئايبنأىلعمهفالتخاومهلئاسم

]يراخبلاهاور[]ملسمو[،

9. -Hazrat Abu Huraira Abdur RehmanRdh riwayat karte hai ki maineRasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ko farmate suna mai jiss cheezse mana kardu usse bacha karo aur jisska hukm du uspar apni istida'at(Capacity) k mutabik amal karo kyukitum se pehle ki ummato ko unke ba

kasrat sawaalat aur apne nabiyo seikhtelaaf ne tabaah kardaala...

Ref:-{Sahih Bukhari , Sahih Muslim}

:لاقهنعهللايضرةريرهيبأنعوهيلعهللاىلصهللالوسرلاقالإلبقيالبيطهللانإ"ملسرمأامبنينمؤملارمأهللانإو،ابيطاهيأاي":ىلاعتلاقفنيلسرملاهباولمعاوتابيطلانماولكلسرلانيذلااهيأاي":ىلاعتلاقو،"احلاص"مكانقزرامتابيطنماولكاونمآثعشأرفسلاليطيلجرلاركذمث!براي:ءامسلاىلإهيديدميربغأهبرشمو،مارحهمعطمو!براي،مارحلابيذغو،مارحهسبلمو،مارح

."؟هلباجتسيىنأف

]ملسمهاور[10. -Hazrat Abu Hurairah Rdh kehtehai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshaad Farmaya:Besheq Allah Taala paakizgi ko hikabool farmata hai aur yakeenan AllahTaala ne momino ko bhi is baat kahukm diya hai jiska hukm rasoolo kodiya hai chunanche irshaad hai ; AyeRasoolo paakiza rizk khao aur nek amalkaro aur irshaad hai ki ; Aye imaanwalo hmne tumhe jo rozi di hai ussmese pakiza rizk khao phir Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne ekshaks ka zikr kiya jo lambe safar par hai,per gunah haal aur gubbaar se atahuwa hai apne dono hath asmaan kitaraf failata hai kehta hai Aye mere rab!Aye mere rab! Halaki uska kehnaharam, uska pina haraam, uska libaasharam aur haram se uski parwarish

huyi hai toh kya uski dua kabool ho

sakti hai...

Ref:-{Sahih Muslim}

نبيلعنبنسحلادمحميبأنعهللاىلصهللالوسرطبسبلاطيبأهللايضرهتناحيروملسوهيلعهللالوسرنمتظفح:لاق،امهنعكبيريامعد"ملسوهيلعهللاىلص

."كبيريالامىلإ،]2520:مقر[يذمرتلاهاور

]يئاسنلاو[نسحثيدح:يذمرتلالاقو

.حيحص

11. -RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ke Nawaase HazratHasan Bin Ali Rdh se riwayat hai ki maine Rasoolullah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм ki ye baat yaad kar rakkhi haiki Shubha (Doubt) me daalne waali

cheezo ko chhod kar Shubha (Doubt)me na daalne waali cheezo ko apnao...

Ref:-{Jamia Tirmizi ,Sunan Nisai}

:لاقهنعهللايضرةريرهيبأنعوهيلعهللاىلصهللالوسرلاقامهكرتءرملامالسإنسحنم"ملس

"هينعيال

:مقر[يذمرتلاهاور،نسحثيدح.]3976:مقر[هجامنبا،]2318

12-Hazrat Abu Huraira Rdh bayankarte hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυαℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya aadmi

ke islam ki ek khoobi ye hai ki layani (apne se gair mutallik) cheezo ko chhodde...

Ref:-{Jamia Tirmizi}

يضركلامنبسنأةزمحيبأنعهللاىلصهللالوسرمداخهنعهللاهللاىلصيبنلانعملسوهيلع

مكدحأنمؤيال":لاقملسوهيلع."هسفنلبحيامهيخألبحيىتح[ملسمو،]13:مقر[يراخبلاهاور

.]45:مقر]يراخبلاهاور[

]ملسمو[،13. -Hazrat Abu Hamzah Anas binMaalik Rdh se riwayat hai Nabi Kareemѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм nefarmaya tum mese koyi uss waqt tak(Qamil) momin nahi hosakta jab tak k

wo bhai k liye wahi pasand na kare jokhud apne liye pasand kare...

Ref:-{Sahih Bukhari ,Sahih Muslim}

:لاقهنعهللايضردوعسمنبانعوهيلعهللاىلصهللالوسرلاق[ملسمئرمامدلحيال"ملسلوسرينأو،هللاالإهلإالنأدهشي

،ينازلابيثلا:ثالثىدحإبالإ]هللاهنيدلكراتلاو،سفنلابسفنلاو

."ةعامجللقرافملا]يراخبلاهاور[

]ملسمو[،14. -Hazrat Abdullah Ibn e MasoodRdh se riwayat ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshadfarmaya teen asbaab mese kisi ekasbaab k bagair musalman aadmi kakhoon halaal nahi . Shadi Shuda hokarjinah kare kisi shakhs ko (Jaan booch

kar) katl karde ya apne deen islam se

murtad hokar musalmaano k jamaat se

alag hojaaye...

Ref:-{Sahih Bukhari , Sahih Muslim}

. نأهنعهللايضرةريرهيبأنعملسوهيلعهللاىلصهللالوسرمويلاوهللابنمؤيناكنم":لاقنمو،تمصيلوأاريخلقيلفرخآلامركيلفرخآلامويلاوهللابنمؤيناكمويلاوهللابنمؤيناكنمو،هراج

."هفيضمركيلفرخآلا]يراخبلاهاور[

]ملسمو[،

15. -Hazrat Abu Huraira Rdh se riwayat

hai ki Nabi Kareem ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshad farmaya joAllah aur Akhirat ke din par imaanrakhta hai to use chahiye ki sahi baatkahe ya khamoosh rahe aur jo shakhs

Allah aur Aakhirat ke din par imaanrakhta hai use chahiye ki apne padoshiki izzat kare aur jo Allah aur aakhirat kdin par imaan rakhta hai ise chahiye kiapne mehmaano ka ahtaraam kare...

Ref:-{Sahih Bukhari}

نأهنعهللايضرةريرهيبأنعملسوهيلعهللاىلصهللالوسر

مويلاوهللابنمؤيناكنم":لاقنمو،تمصيلوأاريخلقيلفرخآلامركيلفرخآلامويلاوهللابنمؤيناكمويلاوهللابنمؤيناكنمو،هراج

."هفيضمركيلفرخآلا]يراخبلاهاور[

]ملسمو[،

16-Hazrat Abu Huraira Rdh se marwi

hai ki ek shakhs ne Nabi Kareem ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм se kahaki mujhe wasihat farma digiye . Aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм nekaha gussa na kiya karo fir isne apni

baat kai baar dohraayi to bhi aapnekaha gussa na kiya karo...

Ref:-{Sahih Bukhari , Sahih Muslim}

يضرسوأنبدادشىلعييبأنعهللاىلصهللالوسرنعهنعهللابتكهللانإ":لاقملسوهيلعمتلتقاذإف،ءيشلكىلعناسحإلااونسحأفمتحبذاذإو،ةلتقلااونسحأفحريلو،هترفشمكدحأدحيلو،ةحبذلا

."هتحيبذ.]ملسمهاور[

17. -Hazrat Abu Ya'la Shaddad binAws Rdh se marwi hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм neirshad farmaya Allah Ta'la har cheezme acche bartao ko farz kiya hai to jabtum katal karo to acche andaaz me

katal karo aur jab tum zibah karo to

acche andaaz me zibah karo . Tum apnichoori(knife) teez karlo aur apnejabiyah ko aaram pohochao...

Ref:-{Sahih Muslim}

يبأو،ةدانجنببدنجرذيبأنعيضرلبجنبذاعمنمحرلادبعهللاىلصهللالوسرنع،امهنعهللاامثيحهللاقتا":لاقملسوهيلع،اهحمتةنسحلاةئيسلاعبتأو،تنك

"نسحقلخبسانلاقلاخو:لاقو]1987:مقر[يذمرتلاهاور:خسنلاضعبيفو،نسحثيدح

.حيحصنسح

18. -Hazrat Abu Zarr Rdh aur Ma'az BinJabal Rdh se riwayat hai RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм neirshad farmaya ki Allah se darte raho jisjagah v raho burai k baad neki karlo .Neki burai ko mitayegi aur logo k saathacchee ikhlaaaq ka muamla karo...

Ref:- {Jamia Tirmizi}

هللايضرسابعنبهللادبعنعهللالوسرفلختنك":لاقامهنعاي:لاقف،امويملسوهيلعهللاىلصظفحا:تاملككملعأينإ!مالغهدجتهللاظفحا،كظفحيهللا

اذإو،هللالأسافتلأساذإ،كهاجتنأملعاو،هللابنعتسافتنعتساكوعفنينأىلعتعمتجاولةمألاهبتكدقءيشبالإكوعفنيملءيشبنأىلعاوعمتجانإو،كلهللاءيشبالإكورضيملءيشبكورضي،مالقألاتعفر؛كيلعهللاهبتكدق:مقر[يذمرتلاهاور."فحصلاتفجو

.حيحصنسحثيدح:لاقو]2516هللاظفحا":يذمرتلاريغةياوريفويفهللاىلإفرعت،كمامأهدجتنأملعاو،ةدشلايفكفرعيءاخرلاامو،كبيصيلنكيملكأطخأامنأملعاو،كئطخيلنكيملكباصأعمجرفلانأو،ربصلاعمرصنلا

."ارسيرسعلاعمنأو،بركلا

19. -Hazrat Abdullah Ibn e Abbas Rdhfarmate hai ki mai ek rooz Nabi ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ke peechetha aapne farmaya ; Aye bacche maitujhe kuch kalmat ki taleem deta huAllah ki (Deen) hifazat kar Allah terihifazat karega , Allah ki (Deen) hifazatkar usko apne saamne payega jab tu

maang to Allah se maang aur jab tumadad talab kar to Allah hi se madadtalab kar yakeenan jaan le ki agar saariummat ikhatta hojaye ki tujhe kuchnafa pohocha de to nafa nahi pohocha

sakte magar sirf itna hi jitna Allah netere liye likh diya hai aur agar saariummat ikhatta hojaaye ki tujhe kuchzaraar (nuksan) pohocha de to zaraarnahi pohocha sakte magar sirf itni hi

jitna Allah ne tere khilaaf likh diya hai

Kalam utha liye gaye hai sahife (pages)khusk ( dry ) hochuke hai. (Ise Tirmizine riwayat kiya hai)

Tirmizi k alawa ek doosri riwayat mehai , Allah ki (Deen) hifazat kar uskoapne saamne payega. Allah se khushhaali me pehchaan pehchan banake

rakh wo sakhti me tujhe pehchanegaaur yakeen rakh ki jo (neymat/musibat)tujhse hatt gayi wo tujh tak pohoch nasakti thi aur jo tujh ko pohoch gai wotujh se hatt na sakegi yakeen rakh ki

galba (power) sabr k saath hai aurkusaadgi ( comfort) takhleef k saathhai aur dushwaari k saath aasaani hai.

Ref:-{Jamia Tirmizi}

. ورمعنبةبقعدوعسميبأنع:لاقهنعهللايضريردبلايراصنألاوهيلعهللاىلصهللالوسرلاقمالكنمسانلاكردأاممنإ"ملسامعنصافحتستملاذإ:ىلوألاةوبنلا

."تئش.]يراخبلاهاور[

20-Hazrat Uqbah Bin Aamir

Ansari(badri) Rdh se riwayat hai kiRasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya pehli nabuwato kkalaam me se jo baat logo tak pohochtihai is mese ek ye hai ki jab tumhe

sharm na ho to jo chaho karo...

Ref:-(Sahih Bukhari)

. ةرمعيبأ:ليقوورمعيبأنعهنعهللايضرهللادبعنبنايفسيللق!هللالوسراي:تلق":لاقهنعلأسأالالوقمالسإلايفمثهللابتنمآ:لق:لاق؛كريغادحأ

."مقتسا.]ملسمهاور[

21. -Hazrat Abu Amr Sufiyan Ibn eAbdullah Rdh kehte hai ki maine NabiKareem ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм se kaha islam k baareme koi aisibaat batla digiye jiske baareme aapkesiwa kisior ko na puchu aap ѕαℓℓαℓℓαннυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya:

Kaho mai Allah par imaan laaya fir

ispar thik thik sabit qadam raho...

Ref:-{Sahih Muslim}

. ورمعنبةبقعدوعسميبأنع:لاقهنعهللايضريردبلايراصنألاوهيلعهللاىلصهللالوسرلاقمالكنمسانلاكردأاممنإ"ملسامعنصافحتستملاذإ:ىلوألاةوبنلا

."تئش.]يراخبلاهاور[

22. -Hazrat Jabir Bin Abdullah AnsariRdh se riwayat hai ki ek shakhs ne Nabikareem ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм se daryaft kiya ki aap ѕαℓℓαℓℓαн н

υ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм mujhe batalaiyeki agar mai farz namazo ko ada karuaur Ramzaan ka roza rakkhu aur halaalko halaal aur haraam ko haraamsamjhu aur ispar kuch izaafa na karukya jannat me daakhil hojaunga aapne

farmaya ! HAA..

Ref:-{Sahih Muslim}

. مصاعنبثراحلاكلاميبأنعلاق:لاقهنعهللايضريرعشألا"ملسوهيلعهللاىلصهللالوسرهللدمحلاو،ناميإلارطشروهطلاهللدمحلاوهللاناحبسو،نازيملاألمت

ءامسلانيبام-ألمت:وأ-نآلمتةقدصلاو،رونةالصلاو،ضرألاوةجحنآرقلاو،ءايضربصلاو،ناهربعئابف،ودغيسانلالك،كيلعوأكل

."اهقبوموأاهقتعمفهسفن.]ملسمهاور[

23. -Hazrat Abu Maalik Ashari Rdh kabayaan hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshad farmayaTaharat ( Purity/Paaki) aadha imaanhai , Alhamdulillah Mizaan ko bhar

dega aur SubhanAllah aurAlhamdulillah ye dono aasman ozameen ke darmiyaan ko bhardega .Namaz Noor hai , Zakat daleel hai ,Sabr roushni hai , Qur'an jeet hai tere

haq me ya tere khilaaf , Har Shakhs

Shubha ( Doubt ) karta hai to apne nafs

ko beech kar ya azaad karleta hai yahalaak karleta hai..

Ref:-{Sahih Muslim}

هنعهللايضريرافغلارذيبأنعاميفملسوهيلعهللاىلصيبنلانعهنأ،ىلاعتوكرابتهبرنعهيوريملظلاتمرحينإ:يدابعاي":لاق؛امرحممكنيبهتلعجو،يسفنىلعالإلاضمكلك!يدابعاي.اوملاظتالفاي.مكدهأينودهتساف،هتيدهنم،هتمعطأنمالإعئاجمكلك!يدابع!يدابعاي.مكمعطأينومعطتساف،هتوسكنمالإراعمكلك

مكنإ!يدابعاي.مكسكأينوسكتسافرفغأانأو،راهنلاوليللابنوئطخت.مكلرفغأينورفغتساف؛اعيمجبونذلايرضاوغلبتنلمكنإ!يدابعاييعفناوغلبتنلو،ينورضتفمكلوأنأول!يدابعاي.ينوعفنتفىلعاوناكمكنجومكسنإومكرخآودازام،مكنمدحاولجربلقىقتأول!يدابعاي.ائيشيكلميفكلذمكنجومكسنإومكرخآومكلوأنأدحاولجربلقرجفأىلعاوناك.ائيشيكلمنمكلذصقنام،مكنممكرخآومكلوأنأول!يدابعايديعصيفاوماقمكنجومكسنإودحاولكتيطعأف،ينولأسف،دحاوالإيدنعاممكلذصقنام،هتلأسم

.رحبلالخدأاذإطيخملاصقنيامكاهيصحأمكلامعأيهامنإ!يدابعايدجونمف؛اهايإمكيفوأمث،مكلريغدجونمو،هللادمحيلفاريخ

."هسفنالإنموليالفكلذ.]ملسمهاور[

24-Hazrat Abu Zar Rdh marwi hai kiNabi e Kareem ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм Allah tala se riwayat karte

huwe bayaan karte hai ki Allah tala nefarmaya ; Aye mere bando maine julmko apne upar haraam karliya aur usetumhare darmiyaan bhi haraam karaardiya doosre par julm na karo , Aye

mere bando tum sab bhookhe hosiwaye uske jise mai khaana khilao pas

mujhse khana maango mai khilaunga ,

Aye mere bando tum sab nange hosiwaye uske jise mai libaas pehnau pasmujhse libaas maango mai tumhelibaas pehnaunga , Aye mere bandotum sab har rooz khataaye karte hai

aur mai tamaam gunaaho ko bakhstahu pas mujhse bakhshish maango maitumko bakhdunga , Aye mere bandotum sabki risaayi mujhe zaraar(loss/nuksan) pochaane tak nahi

hosakti ki tum mujhe zaraar(nuksan)pohocha do aur naahi tumhari risaayinafa pohochane tak hosakti hai ki tummujhe nafa pohocha do ; Aye merebando agar tumhare pehle ke log aur

aakhiri ke log aur tumhare inshan aurtmnhare jin tumme sab se jyadamuttaki (nek) shakhs ke dil jaise hojayeto ye meri saltanat me kuch izaafa nakarega ; Aye mere bando agar tumhare

pehle ke log aur aakhiri ke log aur

tumhare inshan aur tumhare jintumme sab se jyada fazir k dil jaisehojaye to ye meri saltanat me kuchkami na karega ; Aye mere bando agartumhare pehle ke log aur tumhare

aakhiri ke log aur tumhare inshan aurtumhare jin ek maidan me khadehojaye aur sab mujhse sawaal kare tomai harr inshan ko uska jawaab deduto usse mere khajaano me koyi kamii

nahi hoogi siwaaye aise jaise ki suyisamundar me dubone k baad kammkardiya karti hai ; Aye mere bando yetumhare hi aamal hai jinhe mai tunhareliye shumaar karke rakhta hu fir tumko

iska badla deta hu pas jo bhalayi paayewah Allah ki hamd bayaan kare aur jouske siwa kuch aur paaye to wo apneaaphi ki malaamat kare .

Ref :- { Sahih Muslim }

"،اضيأهنعهللايضررذيبأنعىلصهللالوسرباحصأنماساننأىلصيبنللاولاقملسوهيلعهللاهللالوسرايملسوهيلعهللاامكنولصي؛روجألابروثدلالهأبهذ،موصنامكنوموصيو،يلصن:لاق.مهلاومألوضفبنوقدصتيواممكلهللالعجدقسيلوأ،ةقدصةحيبستلكبنإ؟نوقدصتةديمحتلكو،ةقدصةريبكتلكورمأو،ةقدصةليلهتلكو،ةقدصركنمنعيهنو،ةقدصفورعمب.ةقدصمكدحأعضبيفو،ةقدص

اندحأيتأيأهللالوسراي:اولاق:لاق؟رجأاهيفهلنوكيوهتوهشناكأمارحيفاهعضوولمتيأرأيفاهعضواذإكلذكف؟رزوهيلع

."رجأهلناك،لالحلا.]ملسمهاور[

25-Abu Zar Rdh ka bayan hai kiRasoolAllah ke baaz Sahaba ne aap se

arz kiya ; Aye Allah k Rasool ѕαℓℓαℓℓαннυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм daulat mand logsaara sawaab legaye wo namaz padhtehai jese ham padhte hai roza rakhte haijese ham rakhte hai ispar mazeed wo

apne fazil (Jyada) maalo mese sadqawa khairaat karte aap ѕαℓℓαℓℓαн нυαℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya kyaAllah ne baaz aamal aise na banaye hai

jinke zariye tum sadqa karo ! Har Allah

hu Akbar ek sadqa hai , HarAlhamdulillah ek sadqa hai , Har lailaaha illallah ek sadqa hai , neki kahukm dena sadqa hai burayi se manakarna sadqa hai aur tumhare

sharmgaah ki halaal istemaal karnasadqa hai logo ne pucha ! Aye Allah krasool kya ham mese koi shakhs apnikhwahish poori karta hai aur usme bhiazar paata hai aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya mujhebatao agar wo use haraam me istemaalkarta ho to uspar gunaah hota aisehijab usne use halaal me istemaal kiyato uske liye sawaab hai .

Ref : {Sahih Muslim}

. :لاقهنعهللايضرةريرهيبأنعوهيلعهللاىلصهللالوسرلاقهيلعسانلانمىمالسلك"ملسسمشلاهيفعلطتمويلك،ةقدصلجرلانيعتو،ةقدصنينثانيبلدعتهلعفرتوأاهيلعهلمحتفهتباديفةبيطلاةملكلاو،ةقدصهعاتماهيلعىلإاهيشمتةوطخلكبو،ةقدصنعىذألاطيمتو،ةقدصةالصلا

."ةقدصقيرطلا]يراخبلاهاور[

.]ملسمو[،26. -Hazrat Abu Huraira Rdh se marwihai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshad farmaya hardin jisme suraj nikalta hai inshan ke

jism ko harr harr mood par sadqa wajib

hota hai do aadmiyo k darmiyaan

inshaf karna sadqa hai , Paidal ko apnisawari par sawaar karlena ya uskasaaman apne sawaari par laad lenasadqa hai , pakeeza kalaam (Mohabbat se bolna ) sadqa hai , Sadqe

k liye uthne waale har kadam sadqa hai, Raaste se taqleef deh cheezo kohatadena sadqa hai...

Ref:- { Sahih Bukhari , Sahih Muslim }

هللايضرناعمسنبساونلانعملسوهيلعهللاىلصيبنلانعهنعاممثإلاو،قلخلانسحربلا":لاقعلطينأتهركو،كردصيفكاح

.]ملسمهاور[ملسمهاور"سانلاهيلعهنعهللايضردبعمنبةصباونعوهللاىلصهللالوسرتيتأ:لاقنعلأستتئج":لاقفملسوهيلع،كبلقتفتسا:لاقف.معن:تلق؟ربلانأمطاو،سفنلاهيلإتنأمطاامربلايفكاحاممثإلاو،بلقلاهيلإكاتفأنإو،ردصلايفددرتوسفنلا

."كوتفأوسانلايدنسميفهانيور،نسحثيدحلبنحنبدمحأنيمامإلا]2/246[يمرادلاو،]4/227:مقر[

.نسحدانسإب

27-Hazrat Na'was Bin Sa'man RdhNabi ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм

se riwayat karte hai ki aap ne farmaya

neki husn e akhlaaq ka naam hai aurgunaah wo hai jo tumhare dil mekhatke aur uspar logo ka muttala honatumhe nagawaar ho (ise muslim neriwayat kiya hai Wabisa Bin Ma'bad

Rdh ka bayan hai ki mai RasoolAllah. ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм kepaas aaya aapne farmaya ; Tum neki kebaareme sawaal karne aaye ho mainekaha ! Ha , Aapne farmaya apne dil se

pucho neki wo hai jispar nafs mutma'inho aur jispar dil se sukoon ho aurgunaah wo hai jo dil me khatke aurseene me dard paida kare agarche logtumhe futuhi de .

Ref:- { Musnad Imam Ahmad }

ةيراسنبضابرعلاحيجنيبأنعلوسرانظعو":لاقهنعهللايضرةظعومملسوهيلعهللاىلصهللااهنمتفرذو،بولقلااهنمتلجواهنأك!هللالوسراي:انلقف،نويعلامكيصوأ:لاق،انصوأفعدومةظعومنإوةعاطلاوعمسلاو،هللاىوقتبشعينمهنإف،دبعمكيلعرمأتمكيلعف،اريثكافالتخاىريسفمكنمنيدشارلاءافلخلاةنسويتنسب،ذجاونلاباهيلعاوضع،نييدهملالكنإف؛رومألاتاثدحمومكايإو

."ةلالضةعدب

يذمرتلاو،]دوادوبأهاور[نسحثيدح:لاقو]266:مقر[

.حيحص

28-Hazrat Arbaaz Bin Sharee Rdh ka

bayaan hai ki ek baar RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм nehumko waajh farmaya jisse dil dahelgaya aur aakhe beh pade humne kaha ;Aye Allah ke Rasool ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм goya ye ruksat karnewaale ka waajh hai pas aap hamewasihat kigiye aapne farmaya ; Maitumhe Allah se darne ki wasihat kartahu aur sunne aur maanne ki agarche

koyi gulaam ameer banjaaye tum mesejo mere baad zinda rahega to bohtsaare ikhtelafat dekhega us waqt tummeri sunnat aur hidayat Yaafta

Khufaye Rashedeen ki sunnat ko laamiz

pakad lena aur use daato se mazbootthaam lena aur aapko nayi ijaadadkarda baato se door rakhna kyuki harbid'at gumraahi hai .

Ref: { Jamia Tirmizi }

هنعهللايضرلبجنبذاعمنعينربخأ!هللالوسرايتلق:لاقنميندعابيوةنجلاينلخديلمعب،ميظعنعتلأسدقل":لاق،رانلا:هيلعهللاهرسينمىلعريسيلهنإوميقتو،ائيشهبكرشتالهللادبعت،ناضمرموصتو،ةاكزلايتؤتو،ةالصلاىلعكلدأالأ:لاقمث،تيبلاجحتو

ةقدصلاو،ةنجموصلا؟ريخلاباوبأ،رانلاءاملائفطيامكةئيطخلائفطتمث،ليللافوجيفلجرلاةالصو"عجاضملانعمهبونجىفاجتت":التةروس32[،"نولمعي"غلبىتحمث]17و16:ناتيألا/ةدجسلاهدومعورمألاسأربكربخأالأ:لاقلوسرايىلب:تلق؟همانسةورذو،مالسإلارمألاسأر:لاق.هللا،داهجلاهمانسةورذو،ةالصلاهدومعو؟هلككلذكالمبكربخأالأ:لاقمثذخأف!هللالوسرايىلب:تلقف:تلق.اذهكيلعفك:لاقوهناسلبملكتنامبنوذخاؤملانإوهللايبنايبكيلهوكمأكتلكث:لاقف؟هبىلعلاقوأ-مههوجوىلعسانلا

."!؟مهتنسلأدئاصحالإ-مهرخانم:لاقو]2616:مقر[يذمرتلاهاور

.حيحصنسحثيدح

29- -Hazrat Ma'az Rdh farmate hai kimaine kaha ; Aye Allah ke Rasool ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм mujhekoyi aisa amal batlaaye jo mujhe jannatme daakhil karde aur jahannam sedoor karde aap ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм ne farmaya tumne boht

badi cheez ka sawaal kiya hai albattawo us shakhs ke liye aasaan hai jis parAllah aasan karde tum Allah ki ibaadatkaro aur uske saath shirk na karo ,Namaz ki pabandi karo , Zakat ada karo

, Ramzan ka roza rakho , Baitullah kahajj karo fir farmaya kya mai tumhekhair ki darwaaze na batlau roza dhaal

(Shield) hai aur sadqa gunaah ko iss

tarah mitaa deta hai jis tarah paani aagko bujhaata hai aur raat ki tanhayi meaadmi namaz padhta hai fir aap ne(Tatt zafiya zunubahum se YaMasloon)tak tilawat farmayi fir farmaya mai

tumhe maamla ke uske sutoon auruske kohaan ki chhoti ki khabar (AfzalKhabar) du maine kaha jaroor ; AyeAllah k Rasool ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм aapne farmaya maamla ka

shira islam hai aur uska sutoon namazhai aur uske kohaan ki chooti jihad haifir farmaya kya mai tumko un sabkeasal ki khabar na dumaine kaha zaroor ;Aye Allah ke Rasool ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм aapne apni zubaanpakad ke irshaad farmaya usko apneupar rooke rakho maine kaha ; AyeAllah ke Nabi ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм kya ham uspar bhi pakde

jayenge jo ham bolte hai aapne

farmaya tumhari maa tumhe gammkare aakhir logo ko jahannam me inkemuh aur naak ke bal unki zubaan ka hito girayega .

Ref: { Jamia Tirmizi }

. نبموثرجينشخلاةبلعثيبأنعهللالوسرنعهنعهللايضررشانهللانإ":لاقملسوهيلعهللاىلص،اهوعيضتالفضئارفضرفىلاعتمرحو،اهودتعتالفادودحدحونعتكسو،اهوكهتنتالفءايشأالفنايسنريغمكلةمحرءايشأ

."اهنعاوثحبت

يف"ينطقرادلاهاور،نسحثيدح.هريغو،]4/184["هننس

30-Hazrat Abu Sha'albah khusnee Rdh

se marwi k Rasoolullah ѕαℓℓαℓℓαн нυαℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshad farmayaAllah Ta'la ne kuch cheeze farzfarmaayi hai unko jaaya na karo aurkuch hadd baadh diya hai ki unse

tajawaz na karo , aur kuch cheezo koharaam kiya hai unka irteqaab nakaro aur kuch cheezo k baareme bhoolkar nahi balke tumpar rehem farmatehuwe khamooshi barti hai unke

baareme mai yad na karo...

Ref:-{Daraqutnee}

. دعسنبلهسسابعلايبأنعءاج:لاقهنعهللايضريدعاسلاوهيلعهللاىلصيبنلاىلإلجرينلد!هللالوسراي:لاقفملسهللاينبحأهتلمعاذإلمعىلعايندلايفدهزا":لاقف؛سانلاينبحأوسانلادنعاميفدهزاو،هللاكبحي

"سانلاكبحيهجامنباهاور،نسحثيدح.ةنسحديناسأبهريغو،]4102:مقر[

.

31-Hazrat Sahal Bin Saad Rdh seriwayat hai ki ek shakhs Nabi ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм k khidmat meaur arz kiya ; Aye Allah k Rasool ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм mujhe

koyi aisa amal bataiye jise mai karlu to

Allah v mujhse Mohabbat kare aur logv mohabbat kare aapne farmayaduniya me Zahed( Be ragbati) ikhtiyaarkaro Allah tumse mohabbat karega aurlogo k haath me jo kuch hai usse be

ragbat raho to log tumse mohabbatkarenge...

Ref:-{Sunan Ibne Ma'za}

. نبكلامنبدعسديعسيبأنعنأهنعهللايضريردخلانانسملسوهيلعهللاىلصهللالوسر

."رارضالوررضال":لاقعجار[هجامنباهاور،نسحثيدح

ينطقرادلاو،]2341:مقرهاورو.ادنسمامهريغو،]4/228:مقر[نع"إطوملا"يف]2/746[كلاميبنلانعهيبأنعىيحينبورمع

طقسأف،السرمملسوهيلعهللاىلصاهضعبيوقيقرطهلو،ديعسابأ

.اضعب

32. -Hazrat Abu Saeed khudari Rdh seriwayat hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshad farmayaki na kisi ko chhot pohochana hai aurna badle me chhot pohochana hai ...

Ref:- {Muatta Imam Mallik}

. امهنعهللايضرسابعنبانعملسوهيلعهللاىلصهللالوسرنأمهاوعدبسانلاىطعيول":لاق،مهءامدوموقلاومألاجرىعدالنيميلاو،يعدملاىلعةنيبلانكل

."ركنأنمىلع"يف[يقهيبلاهاور،نسحثيدح،اذكههريغو،]10/252"ننسلا

."نيحيحصلا"يفهضعبو33. -Hazrat Ibn e Abbas Rdh se Riwayathai ki RasoolAllah. ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм irshad farmaya agarlogo ko sirf unke daawa k buniyad parde diya jaye to kuch log doosro k jaanwa maal ka daawa kar bethengedaawedaar ko daleel dena hoga aur

inkaar karne waale ko kasam khaanihogi...

Ref:-{Sunan al behqi}

. هللايضريردخلاديعسيبأنعهللاىلصهللالوسرتعمسلاقهنعمكنمىأرنم":لوقيملسوهيلععطتسيملنإف،هديبهريغيلفاركنم،هبلقبفعطتسيملنإف،هناسلبف

."ناميإلافعضأكلذو.]ملسمهاور[

34. -Hazrat Abu Sa'eed Khudri seriwayat hai ki maine RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ki irshadfarmate suna tum mese jo shakhs koyimunkar (burai) dekhe to use apne

haath se badal de agar uski taaqat na

ho to apni zabaan se aur agar uski

taqat na ho to apne dil se aur ye sabsekamjoor imaan hai...

Ref:-{Sahih Muslim}

. هنعهللايضرةريرهيبأنعهيلعهللاىلصهللالوسرلاق:لاق،اوشجانتالو،اودساحتال"ملسوعبيالو،اوربادتالو،اوضغابتالودابعاونوكو،ضعبعيبىلعمكضعبال،ملسملاوخأملسملا،اناوخإهللاالو،هبذكيالو،هلذخيالو،هملظيىلإريشيو،انهاهىوقتلا،هرقحينمئرمابسحب،تارمثالثهردص

لك،ملسملاهاخأرقحينأرشلاهمد:مارحملسملاىلعملسملا

."هضرعوهلامو.]ملسمهاور[

35. Hazrat Abu Huraira Rdh se marwihai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshad farmaya tumhasad na karo ek doosre ko dhoka medaalne k liye bhau na badhao aapas mebugz na rakho ek doosre se peeth(muh) na phero koyi apne bhai k bieepar beii na rakhe aapas me Allah kbande bhai bhai banke raho ekmusalman doosre musalman ka bhaihai wo uspar julm nahi karta usse besahara ni chhodta usse jhoot nahi boltaaur naahi ise hakeer samjhta hai tu kyuyaha hai aur apne seene ki taraf irsharafarmaya teen baat aadmi ka bura hone

k liye itna kaafi hai ki wo apne

musalman bhai ko hakeer samjhe , ekmusalman ka sab kuch doosremusalman par haraam hai iska khoonbhi aur iski daulat izzat bhi...

Ref:-{Sahih Muslim}

. نعهنعهللايضرةريرهيبأنع":لاقملسوهيلعهللاىلصيبنلابركنمةبركنمؤمنعسفننمبركنمةبركهنعهللاسفنايندلا،رسعمىلعرسينمو،ةمايقلاموي،ةرخآلاوايندلايفهيلعهللارسييفهللاهرتساملسمرتسنمو

نوعيفهللاو،ةرخآلاوايندلا،هيخأنوعيفدبعلاناكامدبعلااملعهيفسمتلياقيرطكلسنمو،ةنجلاىلإاقيرطهبهلهللالهستويبنمتيبيفموقعمتجااموهنوسرادتيو،هللاباتكنولتيهللا،ةنيكسلامهيلعتلزنالإ؛مهنيباميف،ةكئالملامهتفحو،ةمحرلامهتيشغوأطبأنمو،هدنعنميفهللامهركذو

."هبسنهبعرسيملهلمعهب.ظفللااذهب]ملسمهاور[

36. -Hazrat Abu Huraira Rdh se riwayatNabi ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαмne irshad farmaya jisne kisi momin kiduniya ki pareshaniyo se koyi pareshanidoor kardi Allah ta'la barooz eQayamat iski pareshaaniyo mese ek

pareshaani door kardega aur jisne kisi

tangg dast par aasani ki Allah ta'lauspar duniya aur aakhirat me aasanikarega aur jisne kisi musalmaan ki aaebpooshi ki Allah ta'la duniya o Akhiratme uski aaeb pooshi farmayega Allah

ta'la bande ki madad me hota hai jabtak banda apne bhai ki madad me hotahai aur jo ilm ki talaash me kisi raastepe chala Allah ta'la uske liye Jannat kiRaah aasaan kardeta hai aur jab koyi

qaum kisi ek gharme ekhatta hoti haiAllah ki kitaab ki tilaawat karti hai useaapas me padhti padhati hai to unparsakeenat ka nazawil hota hai aur unkorehmat dhaap leti hai aur farishte unhe

gheer lete hai aur Allah apne paasmaujood farishto me unka zikr kartahai jiska amal use peeche karde uskanasb(kismat) use aage nahi lejaasakta...

Ref:-{Sahih Muslim}

. امهنعهللايضرسابعنبانعملسوهيلعهللاىلصهللالوسرنع،ىلاعتوكرابتهبرنعهيورياميفتانسحلابتكهللانإ":لاقمهنمف،كلذنيبمث،تائيسلاوهدنعهللااهبتكاهلمعيملفةنسحباهلمعفاهبمهنإو،ةلماكةنسحىلإتانسحرشعهدنعهللااهبتك،ةريثكفاعضأىلإفعضةئامعبسهللااهبتكاهلمعيملفةئيسبمهنإواهبمهنإو،ةلماكةنسحهدنع

."ةدحاوةئيسهللااهبتكاهلمعف]يراخبلاهاور[

هذهب"امهيحيحص"يف،]ملسمو[،.فورحلا

37-Hazrat Ibn e Abbas Rdh se marwihai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne apne rab tabarakta'la se riwayat farmaya beshak Allahta'la ne nekiyo aur buraiyo ko likh diyaphir iski wajahat farmadi agar ekshakhs ne kisi neki ka iraada kiya auruse na karsaka to Allah ta'la apne paasuse ek muqammal neki likhdeta hai auragar uska iraada kiya aur phir usparamal kiya to Allah ta'la apne 10 nekiyose 700 gunaah tak balki usse bhi kaijyada gunah mita deta hai aur agarkisi burayi ka iraada kiya aur phir use

nahi kiya to use Allah ta'la apne paas

ek muqammal neki likhta hai aur agaruska iraada kiya aur phir uspar amalkiya to use Allah ta'la ek burayi likhtahai...

Ref:-{Sahih Bukhari , Sahih Muslim}

. :لاقهنعهللايضرةريرهيبأنعوهيلعهللاىلصهللالوسرلاقىداعنم":لاقىلاعتهللانإملسامو،برحلابهتنذآدقفايلويليلإبحأءيشبيدبعيلإبرقتيدبعلازيالو،هيلعهتضرتفاامماذإف،هبحأىتحلفاونلابيلإبرقتي

،هبعمسييذلاهعمستنكهتببحأيتلاهديو،هبرصبييذلاهرصبو،اهبيشمييتلاهلجرو،اهبشطبيينذاعتسانئلو،هنيطعألينلأسنئلو

."هنذيعأل.]يراخبلاهاور[

38. -Hazrat Abu Huraira Rdh se marwi

hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya Allah ta'laka farman hai jiss shakhs ne mere kisiwali (dost) se dushmani ki to mai ussejang ka ailaan karta hu mera banda jinn

cheezo se mujhse qareeb hota haiunme sbse mehboob wa cheez hai jomaine uspar farz karaar di hai fi nawafilk zariya mera banda mujhse barabarqareeb hota jaata hai yaha tak ki mai

usse mohabbat karne lagta hu aur jabmai usse mohabbat karne lagta hu to

uska kaan banjaata hu jisse wo sunta

hai aur uski aakh banjaata hu jisse wodekhta hai aur uska haath banjaata hujisse pakadta hai uska pair banjaata hujisse wo chalta hai agar wo mujhsemaangta hai to mai use jaroor deta hu

aur agar mujhse panah talab karta haito jaroor use apni panaah me leletahu...

Ref:-{Sahih Bukhari}

. امهنعهللايضرسابعنبانعملسوهيلعهللاىلصهللالوسرنأيتمأنعيلزواجتهللانإ":لاق"هيلعاوهركتساامونايسنلاوأطخلا

.

هجامنباهاور،نسحثيدح.]7"ننسلا"[يقهيبلاو،]2045:مقر[

39. -Hazrat Ibn e Abbas Rdh se marwiki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнєωαѕαℓℓαм ne farmaya Allah ta'la nemere liye meri ummat se galti bhoolchuk aur jispar unhe majboor kardiyajaaye maaf kardiya hai...

Ref:-{ Sunan Ibn e Maaja , Sanan AlBehqi}

. :لاقامهنعهللايضررمعنبانعوهيلعهللاىلصهللالوسرذخأ

ايندلايفنك":لاقو،يبكنمبملسناكو."ليبسرباعوأبيرغكنأكاذإ:لوقيامهنعهللايضررمعنبااذإو،حابصلارظتنتالفتيسمأنمذخو،ءاسملارظتنتالفتحبصأ.كتوملكتايحنمو،كضرملكتحص

.]يراخبلاهاور[

40.- -Hazrat Ibn e Umar Rdh se riwayathai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne mere kandhe kopakad kar irshad farmaya duniya me isstarah raho goya pardeshi ho ya raahpaar karne waale musaafir ho IbneUmar Rdh kaha karte the jab shaam hoto subah ka intejaar mt karo aur jabsubah ho to shaam ka intejaar matkaro aur apni sehat me apni bimaari k

liye kuch karlo aur apni zindagi me apni

maut k liye kuch karlo...

Ref:-{Sahih Bukhari}

. ورمعنبهللادبعدمحميبأنع:لاق،امهنعهللايضرصاعلانبوهيلعهللاىلصهللالوسرلاقنوكيىتحمكدحأنمؤيال"ملس

."هبتئجاملاعبتهاوهيفهانيور،حيحصنسحثيدح

.حيحصدانسإب"ةجحلا"باتك

41-Abdullah Bin Umar Rdh se riwayat

hai ki RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne irshad farmaya tummese koyi uss waqt tak momin nahihosakta jab tak ki uski khwahishaatmeri laayi huwi shariyat k taabeh(mutabik) na hojaaye...

Ref:-{ Sahih Al Hazza}

. هنعهللايضركلامنبسنأنعهللاىلصهللالوسرتعمس:لاق":ىلاعتهللالاق:لوقيملسوهيلعينتوعدامكنإ!مدآنباايكنمناكامىلعكلترفغينتوجروتغلبول!مدآنبااي،يلابأالو

ينترفغتسامثءامسلانانعكبونذولكنإ!مدآنبااي،كلترفغمثاياطخضرألابارقبينتيتأكتيتألائيشيبكرشتالينتيقل

"ةرفغماهبارقب.

:لاقو،]3540:مقر[يذمرتلاهاور.حيحصنسحثيدح

42. Hazrat Younus Rdh se riwayat haiki maine RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнє ωαѕαℓℓαм ko farmaate suna kiAllah ta'la ne farmaya hai ; Aye Adam kbete tu jab v mujhse duwa karta haiaur mujhse ummed lagata hai to tereharr tarah k amal ke bawajood maitujhe bakhs deta hu aur mai koyiparwaah nahi karta , Aye Adam k bete

agar tere gunaah aasmaan k bulandiyo

ko pohoch jaaye phir tu mujhsemagfirat talab kare to mai tujhe bakhsdunga , Aye Adam k bete agar tu merepaas zameen bhar galtiya leke aayaphir mujhse tune iss haalat me

mulaqaat ki - ki mere saath kisikoshareek na karta tha to mai tere paaszameen bhar magfirat leke aunga...

Ref :- {Jamia Tirmizi}

Recommended