21
DQ 2015 Edited notes for Para 25 th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~~ Para 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT: ىِ فٌ ق يِ رَ ف ِ ه يِ فَ بْ يَ ا رَ لِ عْ مَ جْ ل! ٱَ مْ وَ يَ رِ % ذ نُ ) تَ ا وَ هَ لْ وَ حْ 1 نَ مَ وٰ ىَ رُ قْ ل! ٱَ ّ مُ : ٱَ رِ % ذ نُ ) تِ ّ ل اً ّ نِ > تَ رَ ع اً ٱنَ ءْ رُ فَ D كْ نَ لِ G ٱH اَ نْ يَ حْ وَ : ٱَ D كِ لٰ َ ذَ كَ و﴿ ِ ر يِ عَ ّ س ل! ى ٱِ فٌ ق يِ رَ فَ وِ هَ ّ يَ جْ ل! ٱ٧ Nur_R_HI: Surah Shoora Ayah 7 Nazimah16_HT: V ے ہن ے ر ک) ےّ مک ى عن ی( ں: ے گاوl ڑ ب م ت اکه ے نr ہ ا ج ی ھ ب ی ب ر ع1 ںH رٱ ف اس{ ارے نr ه م ت رح ط ى س ٱور ٱD ك ھ ش{ چ ک ن می س ج ى ھ ب کا1 ے دں ک ت م ا ن ف ن یr ه ن ٱور ٱ: ھاو ک ه د ي س و ر ک1 ن ٱں یr ہV ے ہند ر ر گ ے ٱرد ک وگ ٱس ل و ح ٱور و ک وں ل وٱ ن می ح دور ق ي ر فD ك گا ٱور ٱی وr ہ ن می ت شr ہ ن ق ي ر فD ك ٱی ۔ ٱس رور: دلاو وف ح ےr ہ ن یr ه نNur_R_HI: bade bade shehron ko Quran ki taleem k liye focus karna Nur_R_HI: ye kitab logon ko unka injaam dikhati Nazimah16_HT: ٍ ر يِ صَ ن اَ لَ وٍ ّ یِ لَ و1 نِ ّ م مُ هَ ل اَ مَ 1 وںُ مِ لٰ َ ّ ƒ لظ! ٱَ و ِ هِ يَ مْ حَ ى رِ فُ ءH اَ شَ ي1 نَ مُ لِ حْ ذُ ن1 نِ كٰ َ لَ وً ةَ ذِ حٰ َ وً هَ ّ مُ : ٱْ مُ هَ لَ عَ جَ لُ َ ّ ! ٱَ ءH اَ شْ وَ لَ و﴿ ٨ Nur_R_HI: Shoora Ayah 8 Nazimah16_HT: ل ح ن دٱ می ت م ح ى ر ن{ ت ے ٱr ہ ا نr ہ ا{ و ح ک س ج وة1 ن ك ن ل ا ن ت رد ک ت ع ما ح ىr ہD ك و ٱی ک1 و ٱں ي ا نr ہ ا{ ذٱ ح ر ح گ ٱور ٱ ه مذدگار ے ٱور نr ہ ار ی ن: ب و ک ه وں کا ن م ل اƒ ے ٱور ظr ہ ا ن لت ر کNur_R_HI: Allah ne logon ko tauheed pe paida kiya par log bant gaye Nur_R_HI: logon ka ek hona - Alah ki rehmat Nazimah16_HT: رف خ ر ل ٱ ورة سNazimah16_HT: ﴿ ٌ م يِ كَ ح` ٌ ّ ىِ لَ عَ ل اَ نْ تَ ذَ لِ تٰ َ تِ كْ ل! ٱِ ّ مُ : ٱH ىِ ف ُ هَ ّ نِ G ٱَ و٤ Nur_R_HI: Zukhruf ayah 4

Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

DQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia

****~~~ Para 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT: لقر ى ومن حولها وتنذر ٱوكذ لك أوحينآ إليك قر ءانا عر بيا لتنذر أم

عير لس لجنة وفر يق فى لجمع ال ر يب فيه فر يق فى ﴿يوم ٱ ٱ � ٧ٱ ﴾Nur_R_HI: Surah Shoora Ayah 7Nazimah16_HT: ار پاس قرآن عربی بھیجا تاک تم بڑ گاؤں ےاور اسی طرح تم ہ ہے ے ہیں ان کو رست ت ن والوں کو اور جو لوگ اس ک اردگرد ر ( ک ر ہ)یعنی مک ہ ے ہ ے ے ہ ے ےیں خوف دالؤ اس یں قیامت ک دن کا بھی جس میں کچھ شک ن ۔دکھاؤ اور ان ہے ہ ے ہوگا اور ایک فریق دوزخ میں شت میں ہروز ایک فریق ب ہ Nur_R_HI: bade bade shehron ko Quran ki taleem k liye focus karnaNur_R_HI: ye kitab logon ko unka injaam dikhatiNazimah16_HT: ة و حدة ولـكن يدخل من يشآء فى ر حمته لله لجعلهم أم �ولو شآء ۦ ٱ

لمون ما لهم من ولى وال نصير لظـ ﴿و ٨ٱ ﴾Nur_R_HI: Shoora Ayah 8Nazimah16_HT: ی جماعت کردیتا لیکن و جس کو تا تو ان کو ایک ہاور اگر خدا چا ہ ہتا اپنی رحمت میں داخل کرلیتا اور ظالموں کا ن کوئی یار اور ن ہچا ہے ہ ہے ہے ہمددگارNur_R_HI: Allah ne logon ko tauheed pe paida kiya par log bant gayeNur_R_HI: logon ka ek hona - Alah ki rehmatNazimah16_HT: سورة الزخرفNazimah16_HT: لكتـب لدينا لعلى حكيم ﴿وإنه فى أم ٱ ٤ۥ ﴾Nur_R_HI: Zukhruf ayah 4Nazimah16_HT: وئی مار پاس )لکھی ہاور ی بڑی کتاب )یعنی لوح محفوظ( میں ے ہ ہ

ہےاور( بڑی فضیلت اور حکمت والی Nur_R_HI: Quran saari kitabon ki maa haiNazimah16_HT: هتدون ة وإنا على ءاثـر هم م ﴿بل قالو إنا وجدنآ ءابآءنا على أم ٢٢ا ﴾Nazimah16_HT: yahan umma word , raste ke mana mayNazimah16_HT: م م ن اپن باپ دادا کو ایک رست پر پایا اور ن لگ ک ہبلک ک ہے ے ے ے ہ ہ ے ے ہ ہیں ی ک قدم بقدم چل ر ہان ہے ے ہ Nur_R_HI: zukhruf ayah 22Nazimah16_HT: وكذ لك مآ أر سلنا من قبلك فى قر ية من نذير إال قال متر فوهآ إنا

قتدون ة وإنا على ءاثـر هم م ٢٣﴿وجدنآ ءابآءنا على أم ﴾Nur_R_HI: jo aqal istemal nai karte wo baap dada ka naam leke ache/bure kaam karlete

Page 2: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nazimah16_HT: دایت ل کسی بستی میں کوئی م ن تم س پ ہاور اسی طرح ے ہ ے ے ہم ن اپن باپ دادا ا ک اں ک خوشحال لوگوں ن ک یں بھیجا مگر و ےکرن واال ن ے ہ ہ ہ ے ے ہ ہ ےیں ی ک پیچھ چلت م قدم بقدم ان ہکو ایک را پر پایا اور ے ے ے ہ ہ ہ Nur_R_HI: Zukhruf Ayah 23Nazimah16_HT: لر حمـن لبيوتهم ة و حدة لجعلنا لمن يكفر ب لناس أم ٱولوآل أن يكون ٱ

ة ومعار ج عليها يظهر ون ٣٣﴿سقفا من فض ﴾Nur_R_HI: logon ko baap dada k naam pe kaam karna asaan lagtaNazimah16_HT: وجائیں گ تو ی جماعت وتا ک سب لوگ ایک ےاور اگر ی خیال ن ہ ہ ہ ہ ہ ہم ان ک گھروں کی چھتیں چاندی کی بنا دیت یں ےجو لوگ خدا س انکار کرت ے ہ ہ ے ےیں ہاور سیڑھیاں )بھی( جن پر و چڑھت ے ہ Nur_R_HI: Zukhruf Ayah 33Nur_R_HI: Allah ko is baat ka khayal hai k log kufr pe na jama hojaeNur_R_HI: nafarmaniyon k sath kisi k paas dunya ki ronaq dekhe to impress na hoNazimah16_HT: ليوم تجزون ما كنتم ة تدعى إلى كتـبها ة جاثية كل أم ٱوتر ى كل أم �

٢٨﴿تعملون ﴾Nur_R_HI: سورة الجاثيةNazimah16_HT: وگا اور ر ایک فرق کو دیکھو گ ک گھٹنوں ک بل بیٹھا ۔اور تم ہ ے ہ ے ے ہ ےر ایک جماعت اپنی کتاب )اعمال( کی طرف بالئی جائ گی جو کچھ تم کرت ۔ ے ہو آج تم کو اس کا بدل دیا جائ گا ےر ہ ہ ہے Nur_R_HI: Surah Jaathiyah ayah 28Nazimah16_HT: AameenNur_R_HI: jo bade bante the, qayamat k din apne ghutnon k bal girey hongeNur_R_HI: Para 25- Surah Ha-Meem sajda Ayah 28 onwardsNur_R_HI: sory ayah 47 onwardsNur_R_HI: Para 25- Surah Ha-Meem sajda Ayah 47 onwardsNur_R_HI: Ayah 47- Koi predict nai karsakta k qayamat kab aayegiNur_R_HI: jab aayegi ton insan ko hosh bhi nahi hoga ka kuch karsakeNur_R_HI: Allah ko logon ke saare amal k baare me pata haiNur_R_HI: qayamat ka din logon ko ek doosre se beniyaaz kardegaNur_R_HI: log Allah ki baatein chodke logon ki maante hai kyunke unhe qayamat ki shiddat ka pata nahiNur_R_HI: Ayah 48- Insan ki kuch baateinNur_R_HI: Ayah 48-50Nur_R_HI: Imaan k baghair jo zindagi guzare - wo shortsighted hoteyNur_R_HI: Surah haa meem sajda

~*~ Para 25 ~~ Surah Haa meem Sajda ~~ Ayah 50 Onwords ~*~

Page 3: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: jab hum sirf iss dunya ko chahte - ye dunya badi lagtiNur_R_HI: jo dunya parast hojata usey dunya ki cheezein, pareshaniyan, gham badey lagteNur_R_HI: dunya k bohat saare maslon ka hal => overlook kare, chod deNur_R_HI: jab dunya k bohat saare gham lag jaate - hum phir badey gham aur masle se door hojateNur_R_HI: Akhirat k ghar ka gham bhool jaate haiNur_R_HI: Ayah 51- musibat padhte waqt Allah se lambi duaein karte logNur_R_HI: jab Allah inaam karte toh Allah se mooh modh leteNur_R_HI: Ayah 52- Nabi saws ne nahi likha QuranNur_R_HI: kanoon shikniyon k baad jab hum bach jate, ye hume himmat detaNur_R_HI: HIGHLIGHT Ayah 52- تم به لله ثم ڪف ت إن ڪان م عند ۦق أرء ر� ٱ ر� ر� ر� ر�

��م أضل مم هو فى شقا بعي ) د �� ق ر� (٥٢ر� Nur_R_HI: jab hum Allah k bade bade kanoon todte to aisa lagta jaise koi kanoon nahi hai ya aisa lagta ke Allah pakadta hee nahiNur_R_HI: lekin jab saza milti to cheekhein nikal jatiNur_R_HI: 90% humpe jo mushkilaat aate - Allah ki kanoon shikniyon ki wajah se aatiNur_R_HI: gham k waqt saare pardey hat jatae aur nematon ke waqt insan phoolne lagta - ayah 51Nur_R_HI: Ayah 52- Quran Allah ki taraf se aaya

~~~***~~~ Surah Shoora رة الشوری ر�س ~~~***~~~

Nur_R_HI: wahid surah jisme 2 huroofe muqatta'aat jama hueNur_R_HI: Surah me wali ka lafz zyada aayega, ishtemayi kaamon ki trainingNazimah16_HT: ألر ض أآل إن لملـئكة يسبحون بحمد ر بهم ويستغفر ون لمن فى �و ٱ ٱ

لر حيم لغفور ﴿لله هو ٱ ٱ ٥ٱ ﴾Nur_R_HI: Ayah 4- Asmaan phat padhe- kyun? 1.makhlooq ke bojh se, 2. makhlooq k nafarmaniyon se, 3.aur is wajah se ke inta bada jurm hai logon ka jab wo kehte k Allah ne beta banayaNur_R_HI: Ayah 5 HIGHLIGHT - Nazimah16_HT: لملـئكة يسبحون بحمد ٱو

لر حيم لغفور لله هو ألر ض أآل إن ﴿ر بهم ويستغفر ون لمن فى ٱ ٱ ٱ � ٥ٱ ﴾Nur_R_HI: doosri jagah farishton ki duaon ki baat

Page 4: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: Ayah 6- Pehli baar yahan wali aarahaNur_R_HI: WALI = takleegein door karne wala, rehnuma, muhafiz, dost, zaruratein poori karne walaNur_R_HI: Allah ki qadr nahi karte log isliye Alah k siwa doosron ko kaarsaz banateNur_R_HI: Ayah 7- Ambiya k karam ki dawat ka nukhta - logon ko Allah se daranaNur_R_HI: HIGHLIGHT Ayah 7 - قرى ا لتنذر أم ءانا عرب ك ق نآ إل ح لك أ ر�وكذ ٱ ��� د ر� ر� ر� ر� ٲ

عير ) لس جنة وفري فى ب في فري فى ع ال ر ج م لها وتنذر ي ٱوم ح د � ر� ٱ د � ! "� ر� ر� ر� ٱ ر� ر� (٧ر�Nur_R_HI: isme 2 baar inzaar aaya لتنذر aur وتنذرNur_R_HI: naya naya Quran insan ko darataNur_R_HI: aur isse phir aankhein behne lagtiNur_R_HI: naya naya Quran padhke rona chahiyeNur_R_HI: isi rone se guilt, khauf shuru hota, insan ko ghaltiyan badi lagti apniNur_R_HI: aaj bhi muslims inzar k liye Quran sunna pasand nahi karteNur_R_HI: Inzaar - daranaNur_R_HI: jo apna muhasba karraha hota - usey dar lagta Quran padhkeNur_R_HI: Quran k ehkaamat ko sunke log apne upar ek threat feel karteNur_R_HI: agar doctor bataye mareez ko - k uski sugar, B.P badha hua hai, toh agar mareez doctor ko hee chod de kyunke ye doctor ko cheeni chodne lagaega - toh nuqsan mareez ka na ke doctor kaNur_R_HI: agar doctor bataye mareez ko - k uski sugar, B.P badha hua hai, toh agar mareez doctor ko hee chod de kyunke ye doctor uspe parhez lagaega, usko cheeni chodne lagaega - toh nuqsan mareez ka na ke doctor kaNur_R_HI: shuru me choonke kharabiyan bhi badi hoti humare andar, Quran se dar bhi zyada lagtaNur_R_HI: par ahista ahista Quran se friendly hojateNur_R_HI: Quran ka mizaj samajhne me thoda time lagtaNur_R_HI: Quran khushkhabriyan bhi deta aur darawe bhiNur_R_HI: Ayah 8- Zaalimon ka koi wali hai na madadgar haiNur_R_HI: IS SURAH ME AULIYA, WALI LAFZ KO HIGHLIGHT KARENur_R_HI: shuru se leke deen ek hee rahaNur_R_HI: deen- law, shariyat - constitutionNur_R_HI: shuru se deen ek hee raha - basic facts of islamNur_R_HI: shariyat badalti rahi qaumon ke liyeNur_R_HI: yahood ko charbi khana haram tha, adam as k daur me bhai behnon me nikah jayaz tha

Page 5: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: hamari shariyat mukhtalif hai thodiNur_R_HI: ummate muslima k andar k masael me sabse bada masla - firqa waariyatNur_R_HI: Quran ke bajaye apne favourite leader ki baatein lena pasand karte logNur_R_HI: pls dont message dear sisters so that notes are in a flow jzkkNur_R_HI: BOOK - ITTEBA E SUNNAT KE MASAIL by Iqbal Kilani Nur_R_HI: Aimma e karam Quran aur Sunnat ko maante theNur_R_HI: aaj log bant gayeNur_R_HI: Aaj ke daur ka sabse bada jihad - Firqa waariyat kaNur_R_HI: Real sources se hum jud jaye toh faida hogaNur_R_HI: Medicine v/s QuranNur_R_HI: Quran - mazhabi rehnuma dete haiNur_R_HI: doctor se dawai lete haiNur_R_HI: kisi aam bande ke paas jaake dawai nahi leteNur_R_HI: Quran bhi sahi, authentic sources se leNur_R_HI: Islam kehta tum apni affiliation daleel se loNur_R_HI: qaul insan ka aur daleel Sunnat seNur_R_HI: Quran sunnat follow kareNur_R_HI: 95% log namaz nahi padhte aaj bhi aur jo 5% padhte hai - wo kaise padhte hai dekhke insan peeche hatjaate ilm wale se ilm lene seNur_R_HI: Ae Allah! Mujhe Quran aur Sunnat se jod de aameenNur_R_HI: saare maslak k naamon ko qurban kare aur Allah ne jo humsab ka naam rakha Musalmaan wo rakhleNur_R_HI: Ayah 10- HIGHLIGHT ت تل ر�وما ر# ر$ ٱ Nur_R_HI: Ayah 9 highlight Nur_R_HI: Ikhtelaaf door karne duaein kare aur Ilm hasil kareNQ_Coordinator_RK: تى وهو م ى ولى وهو ي لله هو ليآ ف تخذوا من دونه أ ر�أم ر� ٱ ر% ر� ٱ ٱ ء'‌! ر� ۦ ٱد �على كل ش قدي ) '� د ٩ر*

Nur_R_HI: Ayah 11- HIGHLIGHT ( أ جعل لكم م أنفسك ت و مـو لس ر�فاطر ر� ! +� ر� ر� ٱ ٲ ٱبصير ) ميع لس له ش وهو س كم رؤك في ل و ي عـم أ أ ا ومن و ر�أ ٱ ٱ د '‌! ر* ۦ ر, ر� ! "� ر� ر- �/ا‌! د ٲ ر0 ر� ر� ٱ 1� د ٲ (١١ر0

NQ_Coordinator_RK: Dawah CD= له ش ر*كم ۦ ر,Nur_R_HI: Allah SWT waali sifaat hamare paas aajaye to bohat asaan hojaegi zindagiNur_R_HI: : Dawah CD= له ش س كم د '‌!ل ر* ۦ ر, ر� Nur_R_HI: Ayah 13- Logon ne shirk karke khudko Allah se door karliyaNur_R_HI: Tauheed=Allah ko ek maano aur aisa maano jaisa maanne ka Usne Hukm diya

Page 6: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: Ayah 14- Tafarqa baazi ki wajah - Kyunke unke paas ilm aa chuka thaNur_R_HI: Ikhtelafaat ilm walon me hote haiNur_R_HI: jahan ilm wale jama honge - wo ek jagah jama nahi hongeNQ_Coordinator_RK: ilm walae 2 aik jagah ikhatae nahin hotaeNur_R_HI: jahil log aaj bhi khush haiNur_R_HI: par deen walon me ikhtelafat hai - wajah - ن ا ب !ب ر2 ہہ ر� يء4 ر6 Nur_R_HI: ن ا ب !ب ر2 ہہ ر� يء4 ر6 - ek doosre se bade honaNQ_Coordinator_RK: taraddud meaning= find it difficult to admitNQ_Coordinator_RK: deendaron kae liye narm gosha rakhianNur_R_HI: taraddud = maana mushkil lagna NQ_Coordinator_RK: tazabzub main par jatae hai kae manain kisi baat koNQ_Coordinator_RK: logon ka khayal= deen jhagrae kerwata haiNur_R_HI: Alah logon ko jod de aameenNur_R_HI: Ayah 15Nur_R_HI: وآءه ر�‌!وال تتب أ ر" ر7 logon ki khaishon ki pairwi na kareNQ_Coordinator_RK: confess= islam bandae ki khwahishon per pabandi lagata hai jaisae waldain bachon per un ki islah kae liyeNur_R_HI: bacche ki agar har khaish aap poori kare to aap uska nuqsan karrahe hai, misal - usey doodh na deke pepsi hee denaNur_R_HI: deen khaishaat pe pabandi lagata lekin hamari tarbiyat ke liyeNur_R_HI: Mai Allah ki kitab pe eemaan laati hoonNur_R_HI: yehi kehna hai hume logon koNur_R_HI: logon ki khaishaat k mutabiq deen na badleNQ_Coordinator_RK: تق ڪمآ أم ء8‌!و ر� ر� ر9 ٱ HighlightNur_R_HI: Ayah 15- HIGHLIGHT تق ڪمآ أم ء8‌!و ر� ر� ر9 ٱ Nur_R_HI: mushkil halaat me deen ko aur mazbooti se thaamenge toh .... ???NQ_Coordinator_RK: jub mushkil halaat main deen ko thamain gae to hi jamain gaeNur_R_HI: jab humpe deen ke naam pe kpi fitna aaye to un dinon me deen ko aur mazboot pakdeNQ_Coordinator_RK: deen kae naam per fitna ayae to is ko aur mazbooti sae pakrain gae to bachain gaeNur_R_HI: jitna log deen par fitna paida kare- utna deen ko mazbot pakdeNQ_Coordinator_RK: log khwahishon ki wajah sae deen ko dheela choor daitae hain Nur_R_HI: khaishaat ki wajah se log deen ko dheela chod dete

Page 7: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

NQ_Coordinator_RK: agar aisa kia to hum aur fitnon main par jayain gaeNQ_Coordinator_RK: leader zara si sakhti bardasht ker lain to anae walae logon kae liye aasanaiyan ho jati hainNur_R_HI: agar nabiyon ne logon ke pressure me aakar unke mutabiq deen ko banaya hota toh unse itne bade kaam na hoteNur_R_HI: Ayah 16-18NQ_Coordinator_RK: shak ki baat is surah mainNur_R_HI: Shak door karne behsein chod doNQ_Coordinator_RK: jitna toorae marorain gae utna hi deen hamain mashkook lagae gaNur_R_HI: Ayah 19- HIGHLIGHT قوى زق من يشآ وهو ر�لله لطي بعباده ي ٱ ہ'‌! ر� ۦ ہ# ي ٱر�عزيز ٱNur_R_HI: Ayah 20- HIGHLIGHT ثه أخرة نز له فى ح ث ۦ‌!من كان يريد ح ر� ۥ ر� ر� ٱ ر�

أخرة من نصيب ) ا وما له فى ته م يا ن لد ث ر�ومن كان يريد ح ٱ ۥ ء: ر; ۦ ر> ر� ٱ (٢٠ر� Nur_R_HI: kheti ke tsawwur k sath fasl hai, jab kisan hai to fasl haiNur_R_HI: kya sirf dunya ki kheti chahti hun ya akhirat ki?NQ_Coordinator_RK: Allah nain nahin kaha duniya ki khiati na lagoo, jub duniya ki lagae gi to akhrat ki sath hi lag jayae giNazimah05_AS: Lecture “We cannot plant the trees of Jannah with Seeds of Hellfire “NQ_Coordinator_RK: Surah Shura aya 2oNur_R_HI: Dunya ki zameen pe akhirat ka paudha lagayeNur_R_HI: jo aaj dunya me rehke aakhirat ke khet ko khaali rakhe hue hai toh kitna buraNur_R_HI: mera akhirat ka khet khaali toh nahi?NQ_Coordinator_RK: qabar zameen ka tukra hai , log apnae amaal kae sath wahan fasal laga rahae hainNur_R_HI: jitna is duniya me rehna hai- utna isko time de aur jittna akhirat me rehn ahai, uske liye utna time deNQ_Coordinator_RK: Aya 21-23NQ_Coordinator_RK: janat main jo wo chahain gae wo milae ga kyun?NQ_Coordinator_RK: is liye kae duniya main unhon nain wo kia jo RUB nain chahaNQ_Coordinator_RK: yae duniya RUBchahi to wo duniya MAN chahaiNQ_Coordinator_RK: aaj ki khawahish neend ki qurbaniNur_R_HI: jab Allah ke deen ko full time hissa banata zindagi ka - toh apni bohat khaishon pe pabandi lagani partiNur_R_HI: eemaan wale k liye dunya - workplaceNQ_Coordinator_RK: iman walae kae liye yae duniya work place haiNur_R_HI: bohat soenge qabr me In Shaa Allah

Page 8: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

NQ_Coordinator_RK: jahan hamain kaam kerna hai , qabar main jaa ker bohat soyain gaeNur_R_HI: *yahan Nur_R_HI: Allah ke liye kuch chode to Allah aapko bohat kuch deteNur_R_HI: Allah bada darguzar karne wala, Qadardaan haiNur_R_HI: is dunya me apne upar thodi see pabandiyan lagale phir jannat me jo chahe karengeNQ_Coordinator_RK: Home sweet home janat main jaa ker enjoy karain gae in shaa AllahNur_R_HI: Aaj dunya me kaam bohat hai, Tauheed ko aam karn ahai, Quran khud lena hai phir dunya ko dena haiNQ_Coordinator_RK: Alalh sae ziada koi mairi qadr nahin ker saktaNur_R_HI: د �غفو شكور - mubaalgha/ superlative degreeNur_R_HI: Bohat bakhshne wala, bohat Qadrdaan - د �غفو شكور Nur_R_HI: log sirf us waqt khush honge aapse jab tak aap sari zindagi unki baat maaneNur_R_HI: Ayah 25- HIGHLIGHT فوا عن بة ع عباده وي لت بل لذى ي ر7وهو ۦ ر� ر� ٱ ر� ٱ

علون ) لم ما ت ات وي يـ ر#لس ر7 (٢٥ٱNQ_Coordinator_RK: لم ما ات وي يـ لس فوا عن بة ع عباده وي لت بل لذى ي ر7وهو ٱ ر7 ۦ ر� ر� ٱ ر� ٱ

علون ) ٢٥ر#ت Highlight aya 25Nur_R_HI: Ayah 25- Tum logon k sab kaam ka Allah ko pata haiNQ_Coordinator_RK: له ر+ويزيدهم من ف ==Allah ka deedarNur_R_HI: Ayah 26- له ر+ويزيدهم من ف Ye fadl se kya milta? Allah ki raza aur uska DeedaarNur_R_HI: Ayah 27-30Nur_R_HI: Ayah 30- HIGHLIGHT ديك صيب فبما كسب أ ر�ومآ أصـبڪم من م ر� ر8 =� د

فوا عن كثي ) ��وي د (٣٠ر7Nur_R_HI: logon ka maal Allah badha de to sarkashi shuru karteNur_R_HI: ameer log show-off, dikhawa karte hai maal badhne peNur_R_HI: dunya me jo mila Alah hee se milaNur_R_HI: kya Allah ki daulat paakar mai sarkash to nahi hogai?Nur_R_HI: kya Usi ki nematein lekar uske hukm nahi maanti?Nur_R_HI: agar haan jawab hai toh - tauba'astaghfar/rujoo karoNur_R_HI: Ayah 36- HIGHLIGHT ي وما لد حيوة ‌!فمآ أوتيتم من ش فمتـع ر� ٱ ر� ٱ '� د ر*قى للذين ءامنوا وعلى رب يتوكلون لله خ وأ ر2عند �ہ ر< د ? ر@ ٱNur_R_HI: قى ر<خ وأ د ? ر@ = quality bhi achi aur durable bhiNur_R_HI: akhirat ki cheezon me khubsurti, durability ek sath haiNQ_Coordinator_RK: jitni pure itni hi hifazatNur_R_HI: kisko milegi ? ر2للذين ءامنوا وعلى رب يتوكلون �ہ NQ_Coordinator_RK: important ayas from aya 37

Page 9: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

NQ_Coordinator_RK: حش وإذا ما غضبوا ه فو م و إ تنبون كبـٮر لذين ي ر�و ٲ ر� ٱ ر, ر� ٱ ر1 ٱفرون ) نـه٣٧رAي ا رز ن ومم ره شورى ب لوة وأ لص تجابوا لرب وأقاموا لذين ر�( و ر� ر2 ہہ ر� ر� ر� ٱ ر2 �ہ ر9 ٱ ٱ

ى ه ينتصرون )٣٨ينفقون ) ب م لذين إذآ أصاب ر�( و Aر ر� ٱ ہہ له ٣٩ٱ ؤا سيئ سيئ م ‌!( وجز ر, د = =� د ٲٲلمين ) لظـ لل إنه ال يحب ره على لح فأ ٱفم عفا وأ ۥ ! "� ٱ ۥ ر1 Cر ٤٠ر�

NQ_Coordinator_RK: check listNQ_Coordinator_RK: ideal muslim ka taswur in ayat mainNur_R_HI: Ayah 36-40 - 12 sifaat ka tazkeraNur_R_HI: 1. Imaan 2. Tawakkul Allah pe 3. Kabira gunahon se bachte 4. Fahashi se bachte 5. Ghusse ke waqt maaf kardete 6. Apne Rabb k farman ko qubool karte 7. Namaz ki pabandi 8. har kaam aapsa me mashware se karte 9.Allah ke diye me se kharch karte 10. Jab unpar zulm[aur zyadati] ho to wo sirf badla lete aur buraaii ka badla aise jaisi buraai hai/ 11. maaf karde aur 12. islah karleNQ_Coordinator_RK: Qayamat kae din kuch log tahama pahar jitni naikiyan layain gae maagr Allah unhain zaya ker dain gae, yae wo log hain jihain jub raat ki tanhaiyon main haram kamaon ka moqa milta tha to wo kertae taheNQ_Coordinator_RK: Allah hamain fohash sae bachayainNQ_Coordinator_RK: Shura= mashwaraNQ_Coordinator_RK: nabi saw= jub koi Quran ziada parha ho wo imamat kerwaiNQ_Coordinator_RK: ghorofikrNQ_Coordinator_RK: Aya 37-40 Ayate TadaburNQ_Coordinator_RK: taqwa imaan aur ilm amin ziada honNQ_Coordinator_RK: Imaam kae peechae taqwa wala ho takae agar imaam ka wuzoo tootae wo jagah lae laeNQ_Coordinator_RK: jin ka apna dil Quran sae jura ho ga wo sahih mashwara dae gaNQ_Coordinator_RK: aik alim ka vote aur aik dehati ka vote barabar nahinNQ_Coordinator_RK: Islam best ko chunnae kae liye kahta haiNQ_Coordinator_RK: Islam main retirement ka tasawur nahinNur_R_HI: Ayah 36-40 ~ Ayate TadabburNQ_Coordinator_RK: Islam kahat hai jub koi kundan bun gaya to us sae faieda uthoNQ_Coordinator_RK: aaj aik ideal society kae liye hamain yahi setu[p chaheaNQ_Coordinator_RK: Aya 41-43Nur_R_HI: Ayah 44-46Nur_R_HI: Apne sath sath apne ghar walon ki fikr karni

Page 10: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

NQ_Coordinator_RK: kia main nain apnae shohar ko khasarae main to nahin dala?Nur_R_HI: kya mai wo biwi to nahi jisne shoher ko khasare me toh nahi daala usko haram kamai pe force karke?Nur_R_HI: kya mai wo shoher to nahi jisne biwi ko khasare me toh nahi daala usko behayaai pe force karke?NQ_Coordinator_RK: main nain apna muhasba kerna hai aik beewi ki haisiat sae, maan ki haisiat sae, beeti ki haisiat sae aur bahan ki haisiat saeNQ_Coordinator_RK: Aya 41-43NQ_Coordinator_RK: Aya 47NQ_Coordinator_RK: Allah main aap ki baat m,anon giNQ_Coordinator_RK: Aya 47-50NQ_Coordinator_RK: family planning Allah nain apane hath main rakhiNur_R_HI: Family planning Allah ne apni haath me rakhi haiNQ_Coordinator_RK: aulaad mairae hath main nahinNur_R_HI: aulad aapke mere haath me nahi haiNQ_Coordinator_RK: naseeb main nahin to nahinNur_R_HI: shoher/saas taane na de aurat ko agar bacche na ho tohNur_R_HI: ye baant Allah ki haiNQ_Coordinator_RK: aulaad na honae per sabr kun nahin ata= peechae mind set up hai , burhapae main takecare karain gaeNQ_Coordinator_RK: nahin hai to= doosron kae bachon ki tarbiat ker saktae hainNQ_Coordinator_RK: un ko apnae liye sadqae jaria bana lainNur_R_HI: ek aur sonch hoti ke bacche ho takey mai unki achi tarbiyat karoon, toh apni zaat ko na sonche - ummat ka fard banke doosre bacchon ko sikhade ilmNQ_Coordinator_RK: bara dil rakhainNur_R_HI: pyar karna dil chahta toh doosre ke bacche ko pyar kardeNQ_Coordinator_RK: aik banda khush = jo Allah ki raza main raziNur_R_HI: Ayah 51-53Nur_R_HI: تقي ��صر م د ر9 D� د ٲ konsa seedha raasta = لذى له ما فى لله ط ۥصر ٱ ٱ ٲض أ ت وما فى مـو ر�لس ر� ٱ ٲ ٱNur_R_HI: Kabhi soncha bhi na tha bachpan me aur Allah ne Quran samajhne ka mauqa diya humeNQ_Coordinator_RK: Ummatae wast ho aur shura ki baat na hoNQ_Coordinator_RK: what are the ingredients of Ummatae wast=aya 36-40

Page 11: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: ا نـه نو إيمـن ولـكن جع كتـب وال رى ما ��ما كنت ت د ر� ر� ٱ ر� ٱ ر� Hum na jaante the kitab aur eemaan kya cheez hai, lekin Allah ne Usey noor banayaNur_R_HI: uske zarye se bandon me jise chahe hidayat dete hai AllahNur_R_HI: NQ_Coordinator_RK: what are the ingredients of Ummatae wast?

~~~***~~~ Para 25 Surah Az Zukhruf رة ر�س~~~***~~~الزخرف

NQ_Coordinator_RK: Aya 1-3NQ_Coordinator_RK: Allah hamin bhi Arbi samajh ayaeNur_R_HI: Dunya ki sabse badi daulat jab Quran arabic me samajh ajayeNQ_Coordinator_RK: kyun dia=قلون ت ر7ا لعلڪ ر�NQ_Coordinator_RK: aya 4-5NQ_Coordinator_RK: kia Quran utarna choor dain kae log nahin man rahaeNQ_Coordinator_RK: Allah peer pressure main nahin atae?NQ_Coordinator_RK: Aya 6-7NQ_Coordinator_RK: hamara bhi mazaaq uraya jayae gaNur_R_HI: Ayah 7- Aapka bhi mazakh udhaya jaegaNQ_Coordinator_RK: Aya 8NQ_Coordinator_RK: Allah bully kernae walon sae khudu nibat lain gaeNQ_Coordinator_RK: Aya 9-12NQ_Coordinator_RK: Alalh ka ahsan manain in naimton ko istemal kertae huae in per sawaar hatae huaeNur_R_HI: Ayah 13- Gaadiyon me baiththe hee Alah ke ehsan yaad karoNQ_Coordinator_RK: aur yae dua parhoNur_R_HI: DUA - ( رنين ر لنا هـذا وما ڪنا له م لذى سخ حـن ر�س ۥ ٱ ( وإنآ إلى ١٣ر<

(١٤ربنا لمنقلبون )NQ_Coordinator_RK: Allah pasand ki gari rakhnae sae nahin mana karo magar unper baith ker takabur na karoNur_R_HI: Allah gaadiyon me baithne se, pasand ki gaadiyan rakhne se nahi rokta. jab baitho toh takabbur na karoNQ_Coordinator_RK: un main baith ker Allah kae kaam karoNur_R_HI: Un cars pe baithke Allah ke kaam karo

Page 12: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

NQ_Coordinator_RK: Allah in ka acha istemaal sikhatae hainNur_R_HI: kabhi insan ko choti gaadi me bhi baithna chahiye, kyune badi badi me baithke raoonat aajaatiNur_R_HI: kabhi public transport pe baithe - takabbur todneNQ_Coordinator_RK: asal baat =takabur toorna hai apna choti gariyon per baith ker, public transport per baith kerNQ_Coordinator_RK: Aya 15--17NQ_Coordinator_RK: baiti ki paidaiesh ki tarf ishara aya 17NQ_Coordinator_RK: Aya 18NQ_Coordinator_RK: hamari baatNQ_Coordinator_RK: ( ر مبي خصام غ ية وهو فى ح ؤا فى ��أومن ينش د ر� ر� ٱ ر� ر� (١٨ٱNur_R_HI: Khoobi hai aurat ki ke apna point of view nahi samjha paati, delicate hai auratNQ_Coordinator_RK: Allah nain aurton ki delicacy bataiNQ_Coordinator_RK: humble rahna haiNQ_Coordinator_RK: jub tuk hum shohar ki barai nahin samjhain gae baat nahin banae giNQ_Coordinator_RK: barabri kernae per ghar toot jatae hainNQ_Coordinator_RK: we focus on negetive not positiveNur_R_HI: kabhi aapas me shoher biwi ke difference of opinion hojaye toh aap khamosh hojayeNQ_Coordinator_RK: aaj hum payar muhabat sae jeetnae ki bajae arguments sae jeetna chahtae hainNur_R_HI: phir kuch saal me shoher aapke gunn gayengeNur_R_HI: bacchiyon ke andar aaj khud pasandi aagayiNQ_Coordinator_RK: trueNur_R_HI: gaaon ki bacchi USA bhi aajaye toh khush nahi rahegiNQ_Coordinator_RK: dil aur zuban boneless hainNur_R_HI: zuban aur dil me haddi nahi hai, in dono ko naram rakheNQ_Coordinator_RK: dil narm karain apnae= dil sae husband ko manainNQ_Coordinator_RK: khoobi dhoondain khami nahin un kiNur_R_HI: dil se dhoonde husband ki khoobi, dil naram hogaya to uske liye aapki zuban narm hogiNQ_Coordinator_RK: Aya 19-20NQ_Coordinator_RK: kah rahae hain Allah nain shirk kae liye hukm kiaNur_R_HI: apne ghalat kaamon ko doosron pe lagadena = shaitan wala kaamNQ_Coordinator_RK: Aya 21-24NQ_Coordinator_RK: Aya 24 HighlightNQ_Coordinator_RK: قالوا إنا بمآ ه ءابآءك ا وجدت عل دى مم تكم بأ ر�‌!قـل أول ج ر� ر� ر" Eر ر�

تم به كـفرون ) س ۦأ ر� ٢٤ر�

Page 13: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: تم به س قالوا إنا بمآ أ ه ءابآءك ا وجدت عل دى مم تكم بأ ۦقـل أول ج ر� ر� ر�‌! ر� ر� ر" Eر ر�(٢٤كـفرون )

NQ_Coordinator_RK: achi cheez milae to us ko lae laina chaheaNur_R_HI: Ayah 26 se- Ibrahim as ki baatNur_R_HI: Hum bhi ye bolne lage ( بدون ا ت م ر7إننى برآ م لذى فطرنى ٢٦د ' ٱ( إال

دين ) ه سي رہفإن (٢٧ۥ NQ_Coordinator_RK: personal andaaz yahanNQ_Coordinator_RK: Aya 31NQ_Coordinator_RK: Kufar ka aeteraazNur_R_HI: ke Nabi saws ameer kyun nahiNQ_Coordinator_RK: Aya 32NQ_Coordinator_RK: sawal duniya main farq kun hai ameeri ghareebi main?NQ_Coordinator_RK: yahan us ka jawaab haiNur_R_HI: Dunya ka nizam chale - isliye kuch ghareeb/kuch ameerNur_R_HI: hum sab costumes pehne hue hai, asal chez jism nahi rooh ki haiNQ_Coordinator_RK: حيوة عيشت فى م م ن نا ب ن قس مت رب ن سمون ر ر�ه ي ٱ ر2 ہہ ہہ ر� ر� ر% ! Fء ر% ر� ر�ا مت ربك خ مم ر ور ا س م ب ض ق ب درجـ ليتخذ ب ض ف نا ب ي ورف د ?لد ر@ ر% �@ا ! � د ر$ G� د Hر ہہ ر7 8� د G� د Hر ر� ر2 ہہ ر7 ر7 ! ر� ٱ

معون ) (٣٢ر1يNQ_Coordinator_RK: jo bhi kaam ker sakain wo karainNQ_Coordinator_RK: sub barabar haiNur_R_HI: aap me se koi ek doosre par bada nahi haiNQ_Coordinator_RK: apni apni skills kae mutabiq kaam karainNur_R_HI: Allah ko pata hai kaun mushkilaat me aataNur_R_HI: apni khoobi dhoonde aur Allah se duaNur_R_HI: Ayah 33- HIGHLIGHT فر نا لمن ي حد لجع لناس أم و آل أن يكون رFول ر� =� د ٲ =� د ٱ ر�

هرون ) ا ي ا من فض ومعارج عل مـن لبيوت سق لر رIب ء: ر@ =� د #� د ر2 �ہ ر% (٣٣ٱNQ_Coordinator_RK: Aya 33-35nafarmaniyon k sath kisi k paas dunya ki ronaq dekhe to impress na ho"Nur_R_HI: agar Allah dunya me kafiron ko soney ke ghar dedete aur muslims ko matti ke, to imaan bech dete log sirf sone ke gharon ke liyeNQ_Coordinator_RK: agar aisa hota kae mati kae gharon per musalmanon ka naam hota aur sonae chandi kae gharon per kisi non muslimon ka naam hota to sari naslain kufr per chali jatinNur_R_HI: Allah ne ye azmaish nahi daali humpeNQ_Coordinator_RK: Allah nain yae kaam jannat main ker diaNur_R_HI: jannate Adan ke ghar sone aur chaandi ke, pearls ke

Page 14: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

NQ_Coordinator_RK: ( متقين أخرة عند ربك ل ر�و ر� ٣٥ٱ main nain taqwa ikhteyaar kerna haiNur_R_HI: ye toh mehez dunya ki zindagi ka saman hai, akhirat ki zindagi aapke Rab ke nazdeek sirf perhezgaaron ke liye hai NQ_Coordinator_RK: 7-11-2015 ko jannat main jaa ker yaad karain gae in shaa AllahNur_R_HI: Ayah 36-39Nur_R_HI: jitna nekiyan karenge, nekiyan asan hotiNur_R_HI: jitne gunah karenge, gunah asaan hoteNQ_Coordinator_RK: Yaa Allah hamain ramadan kae bad bhi aisi hi zikr kernae ki taufeeq daianNur_R_HI: Zikr/Quran/Namaz/Allah ki yaad se door nahi honaNur_R_HI: Ayah 40-43Nur_R_HI: Ayah 43 HIGHLIGHT - لذى أوحى إل إنك على صر س ب ت د�Dف ٲ !‌Jء ر@ ٱ Fر ر� ر9 ٱ

تقي ) ��م د (٤٣ر9NQ_Coordinator_RK: Aya 44 HighlightNQ_Coordinator_RK: ( ـلون ف ت م وس ر9وإنه لذ لك ولق ر� !‌Fء ر� د ? Kر (٤٤ۥNQ_Coordinator_RK: her naimat ka jawaab to daina parae gaNur_R_HI: Ayah 45- Har nemat ka jawab dena hogaNQ_Coordinator_RK: Aya 46-49NQ_Coordinator_RK: wohi mentality jo aaj haiNQ_Coordinator_RK: koi dua kerwani ho moulwi sahib ko bulwa loNQ_Coordinator_RK: duyain hum nain khud mangni hainNur_R_HI: dua bhi khud nai karte the wo logNur_R_HI: Allah se direct dialling kareNQ_Coordinator_RK: Aya 50-58NQ_Coordinator_RK: Aya 58 HighlightNur_R_HI: Ayah 55 highlight i think?NQ_Coordinator_RK: ه نا م نتق آ ءاسفونا ر�فلم ر� ر� ٱ Highligh aya 55Nur_R_HI: Ayah 59-67Nur_R_HI: Isa as bhi bande theNur_R_HI: Ayah 67- HIGHLIGHT ( متقين ض عدو إال ضه لب مٮ ب ء ي ر�أخال ٱ ر7 ر� ر7 -� ق ر� ر� (٦٧ٱNur_R_HI: Qayamat k hungaame itna pareshan kardengeNQ_Coordinator_RK: qayamat kae hangamae logon ko aik doosrae sae baegana ho jayain gaeNur_R_HI: sirf taqwa/deen k naam pe bani dostiyan yaad rahegiNQ_Coordinator_RK: Aya 68-73NQ_Coordinator_RK: maiarae shohar hi mairae sath janat main jayainNQ_Coordinator_RK: returned item kahan jatae hain?NQ_Coordinator_RK: returned items devalued ho jati hainNur_R_HI: devalue hojate hai

Page 15: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: sonche hamesha rahenge jannat me - م بصحا من �#يطاف عل د :� ر@ي وأنت فيها خـلدون أ أنفس وتلذ تهيه وا وفيها ما ت ر�ذه وأ ہ�‌! ر7 ر� ٱ ر� ٱ Lر !‌>� د Fر >� د Nur_R_HI: dunya me sath kaam karenge shoher, biwi toh wahan dakhil honge jannat meNQ_Coordinator_RK: pahlae mujhae muhabat jeetnae kae liye apnae aap ko us qabil banana hai in shaa AllahNur_R_HI: asal khushi wo hai jo jannat tak sath le jayeNur_R_HI: wo biwi bane jo mohabbat le shoher kiNQ_Coordinator_RK: hamisha ki jannat kae liye hamaisha ki naikiyan kerni parain giNQ_Coordinator_RK: sirf ramadan kae liye nahinNur_R_HI: apne shoher ko jakar ye ayah 70 bataye agar wo deen ke kam me muawin nahi hai tohNur_R_HI: Ayah 72- wirasat me milegi jannatNQ_Coordinator_RK: Allah kisi bhi mushkil main wawaila nahin karon gi sabr karon gi in shaa AllahNQ_Coordinator_RK: Aya 73NQ_Coordinator_RK: Allahumma Laa Taj'alnaa minhum AameenNur_R_HI: Ayah 74- Mujrim log hamesha jahannum meNur_R_HI: NQ_Coordinator_RK: Allahumma Laa Taj'alnaa minhum AameenNQ_Coordinator_RK: Aya 77 HighlightNQ_Coordinator_RK: ( ـكثون نا رب قال إنكم م ض عل ا يـمـلك لي ءF‌!وناد ر� ر� (٧٧ر�Nur_R_HI: Ayah 77- Jahannum ka daroghe ko pukarenge - يـمـلكNur_R_HI: wahan bhi khud nahi pukarenge Allah koNQ_Coordinator_RK: jurm= haq aya magar pasand na kiaNur_R_HI: Ayah 78- Jurm inka - haq aaya aur usey qubool na kiyaNQ_Coordinator_RK: Aya 78-80NQ_Coordinator_RK: tanhai ki batain bhi likhi jaa rahi hainNur_R_HI: Ayah 80- Tanhaai ke baatein, dukh sukh sab sun rahe hai AllahNQ_Coordinator_RK: Aya 81-85Nur_R_HI: sab ko itne bade baadshah ke darbaar me jaake peshi deni haiNQ_Coordinator_RK: sub ko itnae barae badshah kae darbar main paishi daini haiNQ_Coordinator_RK: Aya 86-89NQ_Coordinator_RK: aya 88- yae log man ker na daitae thaeNur_R_HI: Ayah 89 HIGHLIGHTلمون ) ف ي ف ع وق سلـ فس ر7ف ر� د � ! ر� ر2 Mہ ر; ر% Cر ٨٩ٱNQ_Coordinator_RK: aya 89 maloom ho jayae ga

Page 16: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

~~~***~~~ Para 25 Surah Ad Dukhan رة ر�س~~~***~~~الدخان

NQ_Coordinator_RK: Dukhan - matlab dhuaanNQ_Coordinator_RK: : qayamat ki taraf ishara ya Nabi saws ke makkah chodne pe aane wale qehet ka isharaNur_R_HI: pehli hee ayaton me Lailatul Qadr ka zikrNQ_Coordinator_RK: Aya 1-9NQ_Coordinator_RK: Makkah walon ki ahag kia jaa raha haiNur_R_HI: Makkah walon ko aagah kiya jaarha haiNur_R_HI: shak chod do, nabi ko maanlo warn atumpar azab aayegaNQ_Coordinator_RK: Aya 10-16NQ_Coordinator_RK: Allah ahmain inteqaam ka shikaar na kerna AameenNur_R_HI: Ae Allah! hume apne inteqam ka shikar na karna aameenNQ_Coordinator_RK: Aya 17-20NQ_Coordinator_RK: Aya 21-24NQ_Coordinator_RK: Highlight Aya ( رقون و إن جن م ر ر ب رك رAو د � ر2 ہہ !‌ ر" ر% ر� ٱ ر8 ر�( ك ٢٤ٱ

وعيو ) ��تركوا من جنـ د 8� ��( وزرو ومقا كري )٢٥د د �� د 7� ا فـكهين )٢٦د م كانوا في ءہ( ون =� د ( ٢٧ر7ما ءاخرين ) نـها ق ر ل وأ ر�كذ ر, ر� !‌Fء ض وما كانوا منظرين ٢٨ٲ أ مآء و لس م عل ر�( فما بك ر� ٱ ٱ :� ر@ ر8

مهين )٢٩) عذاب ءيل من ر نا بنى إ ر�( ولق نج ٱ ر� ٱ ٲٲ ر9 ر� ا من ٣٠ر� ع إنه كان عال ��( من ف د ۥ ء� ! ر� ر�رفين ) ر9م ر� (٣١ٱ

Nur_R_HI: Nabiyon ko maarne tak ki koshish ki qaumon ne - Ayah 20NQ_Coordinator_RK: jub koi naik banda aduniya sae jata hai to zameen kae tukrae us kae janae per rootae hainNur_R_HI: Highlight Ayahs 25-31NQ_Coordinator_RK: jaisae ji firon sae nijaat mili unki sarkashi bahi aa gayiNQ_Coordinator_RK: Aya 35-39NQ_Coordinator_RK: purpose of life nahin pataNQ_Coordinator_RK: Aya 40-41Nur_R_HI: koi azeez qareeb kisi ke koi kaam na ayegaNQ_Coordinator_RK: mujhae koi kaam nahin ayae ga qayamat mainNur_R_HI: Ayah 42 se - Jahannum ki kuch cheezeinNQ_Coordinator_RK: Aya 43-50NQ_Coordinator_RK: Jahanum ki ayaatNur_R_HI: Jo dunya me takabbur kerte unka yehi haal hogaNQ_Coordinator_RK: Allahumma laa Tajalnaa minhum Aameen

Page 17: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: Ayah 51-54Nur_R_HI: Jannat ki baatNQ_Coordinator_RK: Aya 51-57Nur_R_HI: jannat me girlfriends nahi honge, shaadi hogiNQ_Coordinator_RK: Jannat ki ayaatNQ_Coordinator_RK: kamyaab logon ka anjaamNQ_Coordinator_RK: ( عظيم ز ف لك هو ب ذ اـل من ر ر�ف ٱ ر� ر� ٱ ٲ ! Fء � د (٥٧ر+NQ_Coordinator_RK: Aya 57NQ_Coordinator_RK: Allah nain hamari zuban main bhi aasaan bana diaNur_R_HI: Ayah 58- Quran ko Allah ne aapki zuban me asaan banadiya takey naseehat hasil kareNQ_Coordinator_RK: AameenNur_R_HI: Ayah 59- Tum intezar karo is baat ka jab qayamat k din log Nur_R_HI: azab diye jaenge

~~~***~~~ Surah Al- Jaathiya رة الجاثیة ر�س ~~~***~~~

Nur_R_HI: الجاثیة = jhuki huiNQ_Coordinator_RK: Aya 1-7NQ_Coordinator_RK: Allah hamain takabur sae bachanaNQ_Coordinator_RK: hum manane wale honNur_R_HI: Ayatein padhte hee jaye aur takabbur karne se Allah bachaye aameenNur_R_HI: Ayatein padhte hee jaye aur takabbur kare isse Allah bachaye aameenNQ_Coordinator_RK: Aya 8-15Nur_R_HI: Jo neki karega uska faida usi ko milegaNQ_Coordinator_RK: jo naiki main ker rahi hon us ka faieda mujhae hi ho gaNQ_Coordinator_RK: Aya 16-17NQ_Coordinator_RK: firqawariatNQ_Coordinator_RK: م ع د ما جآءهم تلفوا إال م ب أ فما ن نـهم بينـ م ر�وءات ر� ٱ ر7 ي� ر$ ٱ !‌?� Nر ر� ٱ 8� د ر�

تلفون ) قيـمة فيما كانوا فيه ي م ن ي ضى ب نه إن ربك ي ا ب ر$ب ر� ٱ ر� ر2 ہہ ر� ر� ر� ! ر� يء4 ١٧ر6NQ_Coordinator_RK: Aya 18-20NQ_Coordinator_RK: Allah hamain yaqeen ki ankh dae dain AameenNQ_Coordinator_RK: Aya 21-22Nur_R_HI: Bura karoge toh bura anjamNQ_Coordinator_RK: Allah hamain khushfahmiyon ki janat sae nikal dain aur hamain amal kernae wala banayain Aameen

Page 18: Web viewDQ 2015 Edited notes for Para 25th Surah Fussilat/ Ash Shura/ Az Zukruf /Ad Dukhan/ Al Jathia ****~~ ~ Para. 25 - Ayaate Ummah ~~~**** Nazimah16_HT:

Nur_R_HI: jo beenj daale, wohi darakht ugengeNur_R_HI: nekokaar aur badkaar yaksaan nahi hoteNur_R_HI: unka marna jeena aur anjam bhi mukhtaliffNQ_Coordinator_RK: Aya 23-NQ_Coordinator_RK: Allah hamain hidayat dae dain AameenNur_R_HI: Ayah 23 HIGHLIGHT - لله على تخذ إلـهه هوٮه وأضله ت من ٱأفرء ۥ ٱ ر�لل أفال د ديه م ب به وجعل على بصره غشـو فمن ي عه وق !ع وختم على س "� ٱ ر7 ي� رہ =� د ۦ ۦ ر� ۦ ر� 2� د Oر

رون ) (٢٣تذكNQ_Coordinator_RK: kahin main apnae nafs ki buraiyon ki nazar to nahin ho gayiNur_R_HI: Allah mujhe mere nafs ke buraiyon se bacha aameenNQ_Coordinator_RK: khwahishae nafs ki hud=duniya yahin marna yahin jeena haiNQ_Coordinator_RK: Aya 24-26NQ_Coordinator_RK: aksar nahin jantae qayamat main kia honae wala hai hamarae sathNur_R_HI: Ayah 24- khaishe nafs ka aakhri nateeja - duniya hee har cheez samajhteNQ_Coordinator_RK: Aya 27-30NQ_Coordinator_RK: Allah hamain apni rahmaton main dakhil ker dainNQ_Coordinator_RK: Aya 31-32NQ_Coordinator_RK: Aya 32 HighlightNur_R_HI: اعة لس رى ما ا ن تم م ا ق ب في اعة ال ر لس لله ح و د ٱوإذا قيل إن و ر� ر� ءہ ر� ٱ ��د ٱ ر7

قنين ) ت ن بم ا وما ن ر�إن نظن إال ظ ر9 ر% ��� (٣٢دNur_R_HI: one more ayah before to be highlighted? Nur_R_HI: Ayah 33-37Nur_R_HI: Taareefon ke layaq sirf Allah ki zaatNQ_Coordinator_RK: bata dia= ta'reefon ka haqdar sirf Allah ki zaat haiNur_R_HI: jinhone Allah ki ayaton ki hasi udhayi aur jinko dunya ki zindagi ne dhoke me daaldiya - jahannum me honge